Advertisement

پشاور دھماکا، شہداء کی تعداد 83 ہوگئی، 170 زخمی


پشاور میں پولیس لائنز مسجد کے ملبے سے مزید 9 افراد کی لاشیں نکال لی گئی ہیں جس کے بعد دھماکے میں شہید ہونے والوں کی تعداد 83 ہوگئی جبکہ 170 افراد زخمی ہوئے ہیں۔

دھماکے کے بعد ریسکیو کارروائیاں رات میں بھی جاری رہیں۔

ریسکیو اہلکاروں کے مطابق مسجد کے ملبے تلے سے اب بھی متعدد افراد کے دبے ہونے کا خدشہ ہے، بھاری مشینری سے ریسکیو آپریشن جاری ہے، پاک فوج کے ریسکیو دستے بھی امدادی کارروائیوں میں مصروف ہیں۔
 
Last edited:
Advertisement
FnwPdiFXwAIAaYi


These traitors are responsible for the carnage.
 
Advertisement
Is blast mein baray sawal hain.Itna heavy barood 3..4 jagah manual checking ke bawjod masjid mein kesay pohncha banday smait?
abhi tak CCTV footages kiyo release nahi ki gae?jab ke area mein jagah jagah CCTV cameras lagay howay hain?Ye well planned attack tha..kae rooz ki nigrani ke baad kia gia..
Police wallo ka hi area tha..sole target KPK police thi..Blast itna shadeed tha ke zameen par garha parnay ki bajay..concrete ke pillars..roof complete collapse howi..means blast ki destruction charo traf aik hi time phaili.kisi aam suicide jacket ki wajah se aisi tabhae nahi phailti..iss ki investigation wo hi saheeh kar sakta ha jiss ka koi apna iss blast mein shaheed howa ho.baqi sab cover up hi karain gein.
 
Ap logo ne kabhi note kia ha ke ye jitnay bhi paid..brainwashed suicide bombers hain..ye sab darhi walo...namazio..hajio..hafizo ke bhais mein asani se move kartay hain..gali..muhalo mein aam logo ke beech mein rehtay hain.pancho waqt ki namazain muqami masajid mein ba qaidagi se parhtay hain.Jis ki wajah se inn par koi bhi shak nahi karta..
Ap history utha kar dekh lo.sab hi terrorists..suicide bombers ap ko darhi walay..haji namazi milay gein..
Aam logo mein ghulnay milnay ke lia sab se asaan rasta muqami masajid..madarsay hotay hain.
 
Advertisement