Q leage is the best contender for 2-3 party system in future. may be q leage will ditch PTI and then become generals favourite party because most of pmln ticket holders are now looking at Q leage....
there is no pmln in 2028... just Q leage as PML contecting against PTI
I already told..Zardari is gone case..Jo is k sath khra ho ga wo tabah ho ga.Ab Zardari 24 hours Sindh m G ki malish karwaya ga..
PPP ki siasat ka full zoor Sindh ki siasat bachanay par ho ga..Is k elwah Pakistan m Zardari k pass kuch nahi before he expired.
Chohdrio ko pata chal gia ha k PTI k sath dhoka in ki Panjab m siasat khtam kar de ga hamaisha k lia..
Sirf Monis Elahi jaan saka k Awam ki pulse kia ha is waqt.Us ne apnay baap ke hath joor kar PTI k sath rehnay par majbor kia.Warna na P Elahi na Ch.Shujaat ko idea tha k awam ki hawa kis traf ha..Chohdris bik bhi jatay tu bhi PTI Panjab m opposition m beth kar Pmln. PPP..Q.league ka aik sath dharan takhta kar deti...