Allah karey jald se jald aisa ho, Hukamrano ne to awaam ko bhi bhatka dia hay, Insaf or acha intzaam hakomat ki zimadari hoti hay mager hamari hukamatein to sirf zulm karna hi janti hain
Noorrraaay Anjaaanay mei be PML-N ke liye Baddduuuaaa he ker rahey hain ... Insha Allah iss 14th August Nooorroon ki Gulaami se Pakistan ko aazad kerwaye ghe.
main nahi samjha yaar tumhari baat , bus yaar in paishan gohiyon ko sun sun kar ab mayoos ho gaya hoon , 14 august k kareeb kareeb aik 2013 main ki gayi paishan goi ka thread dobara active karon ga , InshAllah tumhe TAG karon ga