پاکستانی قوانین کی دھجیاں اڑا دی گئیعرب شہزادہ شاہی سفر پر پاکستان پہنچ گیا
یزمان(قدرت نیوز) دبئی کے شہزادہ شیخ ہمدان بن راشد المکتوم چولستان پہنچ گئے ہیں۔ تفصیلات کے مطابق وہ چولستان ڈھوری کیمپ میں 15 روز قیام کے دوران شکار کریں گے۔شہزادے کی سکیورٹی کے لئے 270 پولیس کے جوان مختلف مقامات پر تعینات کر دئیے گئے ہیں۔ شہزادہ کی وزیراعلیٰ پنجاب میاں شہباز شریف اور وزیراعظم میاں نواز شریف سے ملاقات بھی متوقع ہے۔واضح رہے کہ گذشتہ ماہ بلوچستان ہائیکورٹ نے ملک بھر میں عرب شیخوں کو شکار کیلئے دئیے جانے والے اجازت نامے منسوخ کرنیکا حکم صادر فرمایا تھا
In ko Pakistan mehman nawazi k taqazay se mehdood sahoolat deta hai. Raheem Yar Khan main na sirf in k zaati raqbay maujood hain balkeh pichhlay 40 saal se wahan ki maqami taraqqi main U.A.E walay shareek hain. Sh.Zayed marhoom k waqt se yeh silsila chala aata hai. U.A.E ne Pakistan k kai shehron main WAPDA aur doosay mulazimeen k rehnay ko ghar banaey, National Parks ka 100% kharcha uthaya, peenay k saaf paani k kai plants laga kar diay aur yeh sab chalta rehta hai. Is sab kuchh k bawajood yeh log shikar k mausam main hamaray haan jitna shikar kartay hain, us se kai guna ziyada halakatain hamari afsarshahi k ghair mulki mehmano k haathon hoti hain jin ka notice koi nai leta. Zardari sahib k zaati Arab doston ka mauj mela is k ilawah hai.