Advertisement

پانامہ لیکس ، جماعت اسلامی کا ردعمل





12439364_1099181960128102_1972141944390681107_n.jp  g
 
Last edited by a moderator:
Advertisement
Her waqt apni tareefain nah kia kero sache muslamanoon !!

Ch sb ghusa na karain. Hum jaisay bhi musalman hai is ka faisla aap k hath may nahi. Lakin JI ki munafiqat tu ainay ki tarhan hai. Agar aap un ki justification abhi bhi kar saktay hai tu mera khayal hai k noon league or JI walay aik he dukan say satu khareedatay hain...

zardari sb k sath wali photo frame karwa k d-cholk may lagni chahiyay janab ameer sb ki. Woo idar bhi post kar dain...