Advertisement

وہ کام جو اللہ کے سوا کوئی نہیں کرسکتا صرف اس سے مانگیں

19989614_738489859686498_9105740745006730060_n.jpg
​
 
Advertisement
اللہ پر یقین اللہ سے ہونے کا یقین اتنی سے بات جو سمجھنے سے لوگ قاصر ہیں
شکریہ اعمال جی
 
Ab dekhna log aap par Wahabi hone ka ilzam laga kar apni dukandari chamkane ajaenge..... Bhai ye sab bilkul theek likha hae, beshak Allah hi ibadat ke laiq hae aur osi se mangna chahie na ke mazaron par ja kar matha ragarna..... Allah sab ko tauheed ko samajhne ki taufeeq de... ameen.
 
الله برحق الله سچ ہے اور الله تبارک نے ہی نواز بٹ فیملی سے پاکستان کو مزید لٹنے سے بچا لیا
 
Advertisement
not yetttttt.
Dont be over confident.....
بات تو سچ ہے مگر بات ہے رسوائی کی اب تک کا سپریم کورٹ کا ٹریک ریکارڈ تو یہی بتاتا ہے ہے کہ انہوں نے نے ہمیشہ ججز کو خریدا ہے مگر ابّ موجودہ ججز حلالی ما باپ کی حلالی اولاد لگتے ہیں ملک قیوم کی نسل سے نہیں اس واسطے امید ہے انصاف ملے گا
 
Quraan ki ayaat ko un ke siyaaqo sabaaq se hataa kar pesh karna hi kufar hai aur issi se gumrahi phailti hai.

Allah taala ke sirf aur sirf do kaam hen jin ko us ke siwaa koi nahin kar sakta tha. aik takhleeqe kaainaat aur doosra insaanu ki hidaayat ke liye wahee ka intizaam karna.

In do kaamun ke ilaawa baaqi sab kaam Allah taala ne cheezun per hi chhor diye hen keh woh aik doosre ki madad se karen. issi ko illato malool ka qanoon kehte hen.

lihaaza aisi baatun main shirk dhoondna jahaalat ke siwaa kuchh nahin jin ki wajah se yeh kaainaat kaam karti hai. yeh is liye keh yeh kaainaat aik khudayee tarteeb diye ge nizaam ke teht chalti hai yaa kaam karti hai.

bilkul issi tarah yeh baat bhi jahaalat ka nateeja hai keh koi insaan cheezun yaa insaanu se aisi baatun ki umeed lagaaye jo un ke daairae kaar main nahin aatin.

lihaaza agar quraan ko theek tarah se samajhna hai to aqlo fikar se kaam lo aur us ko samjho aur phir khud samajh ker us ko doosrun ko samjhaao mehz ayaat ko qoute karna aur phir un per betuki behso taqraar aqalmandi nahin hai.

For help with proper understanding of the quran and deen of islam see HERE, HERE, HERE and HERE.

agar mojizaat aur karamaat per behs karni ho to click HERE.
 
Last edited: