Excellent feelings expressed from a common Pakistani...dunia ki tareekh parh lein..waqt ke Faraono..Jabbar hukamarano..Butt parasti ke khilaf.. society ke level par sab se pehlay kaam hi yaheeh howa ke pehlay aam logo ke ander shaor paida Kia gia ke ye corrupt.Zalim..chor Hain..phir un ka awam ke ander khouf khatam kia gia..beech chohray Faraono ko na..nga kia gia...phir ja Kar inqlab ki rah nikali.aur same cheez Imran Khan Kar raha ha..logo ke ander himmat paida ki ke zulam ke khilaf awaz uthao..in see mat daro..Awam ab corruption ke khilaf bolnay lagi ha.pressure cooker Mien safety Wal chalta raha tu bachat ho Jaya gi..Warna..khouni inqlab..sab..ghad..daro..choro ko tabah o barbad Kar dey ga..
.Baqi Bhai jaan..Zaid Hamid ki pic par comments yahan kis logic se kia??Bibi Neelam Jo keh rahi ha..us par tu baat karo..