Advertisement

ن لیگ کے شیرو!قربانی کا وقت آگیا ہے

Advertisement
Advertisement
121128833_3409659092403014_6304331075896955192_o.jpg
 
Aaj tk Democrazy ke liye sari Qurbaniyan Courts, judges, media houses dete aye hn.. Ab agli baari Madrase ke masoom tulba aur gareeb daily wagers ki ha.. Umeed ha inko shaam tk inke payment kr di jaye ga.
Aur jo kuch humare behan bhai abi tk apni masoomiyat ki waja se in parties ki haqeeqt nhi jante un ke liye hidayat ki dua krni chahiye. Stunted Growth sach mn aik bara masla ha is mulk ka
 
Advertisement
agar koi samjh raha hein ke aap ki is tarah ki fuzool videos se noonio aur jiyaalo ko koi sharam mehssos hogi tau ye aap ki bohat bari galat fehmi hein

just recall the shameful behaviour of zubair umar

the pinnacle of slavery