Advertisement

نواز شریف کی گردے کی پتھری پہ عوامی ردعمل

17761180_277345429356689_3714562584630800136_o.jpg
 
Advertisement
humari qoom zehni mareez hai, pora mulk khila chukay aur ab bhi chotkalain banany mai magan hai. kisi ko perwaah nhe. supreme court ko bhi maloom hai k ye jahil loog 5 mint baad cheezin bhol jate hain tu delay se ye bhool jayenge k panama bhi koi shay thi. chacha jani ap bhi bhol jayenge parda hatay ga, scene change hoga aur creative U malik ka aik aur chotkla aye ga aur ap yahan post karen ge sab taliyan bajayenge aur bhool jayen ge!
 
"humari qoom zehni mareez hai, pora mulk khila chukay aur ab bhi chotkalain banany mai magan hai. kisi ko perwaah nhe. supreme court ko bhi maloom hai k ye jahil loog 5 mint baad cheezin bhol jate hain tu delay se ye bhool jayenge k panama bhi koi shay thi. chacha jani ap bhi bhol jayenge parda hatay ga, scene change hoga aur creative U malik ka aik aur chotkla aye ga aur ap yahan post karen ge sab taliyan bajayenge aur bhool jayen ge!"

Bhai saheb life main bacha hi kia depression key ilawa---ager logon key bass main ho tu ye wo kaam ker dikhaeen jis ka ye politician ilan kertey hain--yaney ulta latkadain in ko sarkon pey ghaseetain, nahi ker saktey na--Tu kia in baigeytaat politicians ju hamarey sir pey musalt key deye gaye hain in ka masaq bhai na banain ya in per tanz bhi na karain---Fact-n-figures pey ye baat nahi kertey,mazloomo sey ye insaf nahi kertey--sarey forum waley agar in key khilaf protest kerney road per aa jain tu ye wo hasher kareain gey kry USA main baith kwr bhi in key kilaf likhtey huey humarey aapkey haat kanpain gey-Choti si baat hey kerney du---shaid kisi ka zameer jagg jaee.
 
jahilon ki tadaad bht zyada hai, intehai zyada hai. inko teak aur ghalt mai tameez nhe, ye apna vote ya tu baradrion k naam kerte hain ya bech dete hain. inka koi hal nhe siwaye bht sare ilam k ya darya mai phaink anay k!