فوجی ٹٹو تو تبھی اپنی منحوسیت لے کے وارد ہوئیں جب پاکستان کی عوام اپنا حق اس ظالم نظام سے لینے کے لیے تیار بیٹھی ہو اور تو آ کے اپنی بے غیرتی دکھا کے پیسے پکڑ کے کینیڈا بھاگ جایا کر۔
Yahan per Qadri k baarey mein bakwas kerne walay uss baqt kahan thay jab D Chowk dharnay mein PTI kaaik bhi jiyaala nahi tha apnay Khaan Sb ko bachanay k liye aur PAT k 17-18 saal k bacho'n ne aap k khaan sb ki izzat bachai thi.
Jab se Jahangir Tareen aaya hai iss ne hamari party ko aur hamaray leader ko tabah ker diya hai. lakin phir bhi hamari party mein kuch Imran Khan ko sajda kerne walay mojuud hein jinhon ne uss ko introspection se bilkul he aari ker dia hai.
TUQ is whatever but a wise person who used his few people against the government in a best manner, TUQ aur IK k ilhaaq se faaida sirf aur sirf PTI ko hoga!
PAT ki itni auqaat he nahi ke 1-2 seats se zyada lay sakein.