Advertisement

ناظم جوکھیو کے قتل میں ملوث جام عبدالکریم پاکستان پہنچ گئے


277228316_3165829427034250_8177187426056054305_n.jpg
 
Last edited by a moderator:
Advertisement
Advertisement
zamanat mansookhi per frar honay walay ko bhi zamanat mil gai... dear CJ of supreme court, kia ye sahoolat mujhay bhi mil sakti hai ke main kisi ka qatl keroon, adalat zamanat na de or main mulk se frar ho jaaon or phir aap ki adlia dobara zamanat dede ke vote cast ker lo or main phir frar ho jaoon.. lanat aisay justice system per.
 
Ghareeb par zor dal kar muaafi nama karwaya woh bhi video par, aur aaj ******* Pakistan aa kar kehta hai zamanat do, security do, main qanoon ka samna karna chahta hoon, jab case hi wapis ho gaya hai aur sindh hukoomat ******** ya courts ya police deptt. khud followup bhi naheen karain gay jaisay usman mirza ke khilaf complaint wapis honey par Islamabad police nay kiya. Yeh sab murderer murdari aur nooray ****** pahar kay neechay kab aayain ge??... ya shayad qayamat jald aanay wali hai.