Advertisement

نئے پاکستان کے جنم کی پہلی قسط

1101840518-1.jpg

1101840518-2.gif

http://www.express.com.pk/epaper/PoPupwindow.aspx?newsID=1101840518&Issue=NP_LHE&Date=20130513
 
Advertisement
Re: Naye Pakistan k Janam ki Pehli Qist - Arif Anees

It is an excellent and optimistic approach towards the state of affairs now. PTI has got a lot, but still PTI has to question the delaying of results and follow it to the end, but only a few technically wise people should be after this, the rest should focus on the policy making. PTI youth should be more responsible then ever to help KHAN realize CHANGE in KPK. If you complain somuch on social media, then it is only comforting the enemies. Use your anger in a postive way to reorganize your files.
 
Advertisement
Re: Naye Pakistan k Janam ki Pehli Qist - Arif Anees

@ Arif anees malik

Himmat dilane ke liye shukria
 
Voh jo country-wide massive public mobilization thi, facebook pe thi ya twitter pe? Yehi baatein udhar kaptaan ko hospital mien ki ja rhi hein k ehtejaj khatam karao logon se, all will be well; phul legein ge, phool khilein ge, her taraf baad-o-baaraan hogi. Iss qaum ko bewakoof banana kitna asaan hey. Bhai mere next time Nawaz sharif PM hoga aur khurshid shah type koi opposition leader, phir care taker setup aur same script again. So what are you trying to sell?
 
Last edited:
Re: Naye Pakistan k Janam ki Pehli Qist - Arif Anees

@ Arif anees malik

Himmat dilane ke liye shukria
HEY,HEY,kia ho gia ha????utho aur himmet ce kaam lo,ek BACHHA bhi BAAR,BAAR gir ker uthta ha aur issi tara woh CHALNA seekhta ha BAAR,BAAR giro mager utho aur himmat na haro khuda ki kasam ek dinn aey ga keh tum kharey ho jao gey,merey bahi yeh theory apnao aur kamyaabi ka raaz bhi issi main ha.
 
Re: Naye Pakistan k Janam ki Pehli Qist - Arif Anees

HEY,HEY,kia ho gia ha????utho aur himmet ce kaam lo,ek BACHHA bhi BAAR,BAAR gir ker uthta ha aur issi tara woh CHALNA seekhta ha BAAR,BAAR giro mager utho aur himmat na haro khuda ki kasam ek dinn aey ga keh tum kharey ho jao gey,merey bahi yeh theory apnao aur kamyaabi ka raaz bhi issi main ha.

aap theek keh rahe hain , thanx brother , aap ko yaad hai main ne aik thread banaya tha Nawaz Shareef ko kis cheez ki Sazaa mili , us thread main jin loogon ka zikar kia gaya hai na unhi powers ne IK ko punjab main haraya hai aur Nawaz ko jitwaya hai , main ne abhi tak yeh baat kisi aur member ko nahi kahi , aap ko is liye keh raha hoon kuin ke us thrad main aap ki post bohut achi thi
 
Advertisement
Re: Naye Pakistan k Janam ki Pehli Qist - Arif Anees

aap theek keh rahe hain , thanx brother , aap ko yaad hai main ne aik thread banaya tha Nawaz Shareef ko kis cheez ki Sazaa mili , us thread main jin loogon ka zikar kia gaya hai na unhi powers ne IK ko punjab main haraya hai aur Nawaz ko jitwaya hai , main ne abhi tak yeh baat kisi aur member ko nahi kahi , aap ko is liye keh raha hoon kuin ke us thrad main aap ki post bohut achi thi
dekho my dear tu ne apna naam sohraab rakh hua ha aur mujhe yaqeen ha keh ap iss (SOHRAAB)ka means bhi jantey ho aur meri baat ka yaqeen kero keh PUNJAAB main IK ko ager haar hui ha to yaqeenan woh us ki kal ki jeet ka ek NISHAAN ha jo shayed sub ko door nazer ata ho.mager aysa nahee ha yeh shkast kall ki jeet bunn ker IK ka matha chumey gi INSHAALAH aur yaad rakhna mayoosi GUNAH ha,aur main ne apni threadon main bhi apney ghamo,ghussey ka izhaar kia hua ha,mager PAKISTAN ki qaum main abhi tak dihaat ki awaam main woh logik sooch,tahleem,ka mayaar,abhi nahee ha,aur wayse bhi ek bigri hui qaum ko sudharney ke liye waqt derkaar hota ha,mujhey sub ce ziyada khushi is baat ki ha keh IK ne itney short time main ap jayse naujawano ko ek achhi sooch aur vision diya ha jaysa kabi bahtoo na dia tha jo keh woh nah ker saka laiken IK main yeh power ha jo kaha us ko ker ke dikhaya.sub ce achhi baat yeh ha keh jin logon ne IK ko VOTE kia ha unhon ne SACCHAYEE ka saath dia ha,meri zindagi ka ek maksed raha ha keh kam bolo mager sach bolo,jhoot ce mujhey zindgi main sub ce ziada nafret rahi ha,main ne PAKISTAN main 1994 main bahoot bari investmint ki thi kiyon keh main ek DIANET daar insan tha logon ne do,do haath ce mujhey loota,meri shrafet ce najayes faida uthaya PPP ki hakoomet ka daur main(KAIRA ke BAAP ne us waqt SENATER tha woh)aur MALIK MOHAMMAD HANEEF AWAN(us waqt ka PMA)sub ko dekha hja main ne apney alakey main sub ne FRAAD kiye SUB ne JHOOT boley,to mery nazer main ek hi baat ha (EK MACHHLI SAAAAARE TALAAB ko GUNDDA kerti ha)mager mayoos nahi hua aaj ALLAH ne phir sub kuch dia hua ha,iss liye apni zindgi ki thoori ci dastaan ap ko suna ker yeh batana chhahta hon keh hum ne EK SACCHAYI ke pichey LABBAYEK kah ha aur kehtey rahe ga,iss ap ce aur sub naujawano ko meri guzarish ha waqt ke saath ZAKHUM bherna shoro ho jata ha,aur INSHAALAH jeet bhi SUCH ki ho giKPK main logon ko meri terf ce BAHOOT ziada mubarik ho,aur afreen us PATHAAN AWAAM PE jis NE SACHHA PAKISTANI HONEY ka saboot de dia ha main QURBAN jauon ,salaam
 
bhai ji mera naam Sohraab mere Dada ne rakha tha , bhai aap ke saath agar kisi ne dhooka kia to yaad rakho ke woh shaks barra bad naseeb hota hai jo dosre ko dhoka deta hai , shukria bhai himmat dilane ke liye
 
you welcome aur khushnaseeb ho jis ke dada jaan ne apni aulaad ki aulaad ka naam rakha ha,SADA KHUSH RAHOO,
 
aap bhi sadaa khush rahoo aur apni dua main IK ki KPK main kamyabi ke liye dua karte raho