- Joined
- Feb 1, 2016
- Posts
- 2,375
- Reaction score
- 4,525
- Points
- 113
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
Loading X post…Open original post on X
Log tomaree shakal or crooked topu dekh ker Islam Chort rahain hain. Jahil man F off.Loading X post…Open original post on X
AIse Muslims ki Islam ko koi zarurat nahi jo dusron k conduct dekh kr apna deen chorhte hon ye tumhare jaise hi hote honge.Log tomaree shakal or crooked topu dekh ker Islam Chort rahain hain. Jahil man F off.
Loading X post…Open original post on X
kuch din pehle hi pakistan se waapsi howi aur waqai fruit, sabziyon ke rate dekh kar buhat hairangi howi. jo sabz mirchain Rs 70kg ki theen ab Rs 300kg tak mil rahi hain aur isi tarah kae aur sabziyan. Allah nijaat dilae aise zalim hukmaranon se. agar baqi na ahl thai to ye bhi waisay ya badtar hain
پیپلز پارٹی اور نون لیگ کا دور ان شیطان مردودوں کے دور سے بہت بہتر تھا۔ مجھے یاد نہیں پڑتا کہ پچھلے ادوار میں روزمرہ ضرورت کی اشیاء اتنی مہنگی ہوئی ہوں۔ مشرف مردود کے دور میں مصنوعی طور پر چینی کی قیمت بڑھائی گئی۔ مگر اس دور میں تو حد ہو گئی ہے۔ ظالموں نے کوئی چیز نہیں چھوڑی جس سے غریب اپنا پیٹ بھرسکے۔ ان شیطان مردودوں کو پتہ ہے کہ غریب روٹی کھاتا ہے، تو آٹے کی قیمت بڑھادی۔ پیاز، ٹماٹر اور مرچوں کے بغیر کون سا سالن بنتا ہے؟؟ تو یہ ان چیزوں میں بھی آگ لگا دی۔ زلزلہ آئے اور عمران نیازی اپنے باپ باجوے کے ساتھ زمین میں ہمیشہ کے لیے غرق ہوجائے، آمین۔
AIse Muslims ki Islam ko koi zarurat nahi jo dusron k conduct dekh kr apna deen chorhte hon ye tumhare jaise hi hote honge.
Hr Musalmaan ne apni qabr me jana hai aur apne imaan k liye jawabday hai. Musalmaan k liye kisi dusre Muslim ka conduct misaal nahi blkay uske Huzoor SAWS ki zindagi misaal hai. Musalman ko Quran aur Sunnat pe chalne ka kaha gaya hai uske liye idhar udhar aas paas logon k conduct ko dekhne ki zarurat nahi. Political opinions 1400 years se hi Muslims k ikhtelaafi rahe hain lekin Islam aaj bhi sb se zyada tezi se phel raha hai.ایک کام کرو اپنے چھوٹے بھائی یا بیٹے کو کسی کام سے منع کرو اور پِھر وہی کام اسکے سامنے کرو . اگر تو وہ کوئی طبعی پٹواری نہ ہوا تو تمہیں یہ ضرور کہے گا کہ مجھے منع کیا اور خود وہی کام کر رہے ہو ؟ اور پِھر ایک وقت آئیگا کہ وہ تمہیں دوغلا سمجھ کر تمھاری وہ بات بھی نہیں مانے گا جو تم اسکے فائدے كے لیے کہتے ہو
مسلمان اور خاص طور پر علما اسلام کا چہرہ ہیں اور جب چہرہ ظاہری کچھ ہو اور کرے کچھ اور تو ایسے میں کوئی کیسے اسلام پر عمل کرے گا .
مجھے پورا یقین ہے کہ کوئی اگر کسی کی وجہ سے اسلام چھوڑ گیا تو اس سے ضرور سوال ھوگا کہ تم نے ایسا کیوں کیا جس کی وجہ سے انسان غلط راستے پر چلا گیا . کیا خیال ہے ؟
یہ سب عمران خان کا کیا دھرا ہے ورنہ ڈیڑھ سال پہلے لوگ زکات کے پیسے اٹھائے پھرتے تھے اور کوئی لینے والا نہیں ملتا تھا
Hr Musalmaan ne apni qabr me jana hai aur apne imaan k liye jawabday hai. Musalmaan k liye kisi dusre Muslim ka conduct misaal nahi blkay uske Huzoor SAWS ki zindagi misaal hai. Musalman ko Quran aur Sunnat pe chalne ka kaha gaya hai uske liye idhar udhar aas paas logon k conduct ko dekhne ki zarurat nahi. Political opinions 1400 years se hi Muslims k ikhtelaafi rahe hain lekin Islam aaj bhi sb se zyada tezi se phel raha hai.
Mai kya ghalat bayani kr raha hun? ALLAH SWT aur ALLAH SWT k Rasool Huzoor SAWS ne clearly batadiya hai k ghalat raasta konsa hai aur seedha raasta kon sa hai. Mukallif ka matlab hi yahi hai k wo ab aaqil aur baaligh hochuka hai so ab achay kaam krega to sawaab milega aur prohibited kaam krega to gunah milega iske liye aage peeche kisi ko dekhne ki zarurat nahi blkay Quran aur Sunnah ko dekhna hai. Ye bahana Akhirat me nahi chalega k chunkay falaan aalim aisa waisa tha to hum Islam ki patrhi se utar gaye. Ignorance of law is no excuse. Seedhay raastay pe chalne ki taufeeq bhi ALLAH SWT se maangi jaati hai kisi aalim se nahi. Aalim se koi masla puchne jaata hai to wo bhi Quran aur Sunnah se hi maslay ka hal bataata hai apni taraf se nahi bolta k mai jo kr raha hun wo kro. Jahan tk Akhlaq ki baat hai to abhi tk hukumat in sahab pe maali aur akhlaaqi corruption dono saabit krne me naakaam rahe hain jb k PM sahab k "Akhalaq-e-Hasanah" poori dunya k saamne din ki roshni ki tarah ayaan hain.O bhai kyon ghalat bayani kar rahe ho. Jab kisi ko naiki ki taraf bulane per sawab milta hai to phir kisi ko bigaarne per gunah nahi hoga? Ya kisi ko apne conduct se sahi raaste se hatane wale ko gunah nahi hoga?
Aik hadees ka mafhoom hai keh tum main se behtareen wo hai jiske akhlaaq achay hon
Aap kisi mustanad Aalim se is baare main maloom karain keh ye Hadees musalman ke liye kitni ahmiat wali hai
Mai kya ghalat bayani kr raha hun? ALLAH SWT aur ALLAH SWT k Rasool Huzoor SAWS ne clearly batadiya hai k ghalat raasta konsa hai aur seedha raasta kon sa hai. Mukallif ka matlab hi yahi hai k wo ab aaqil aur baaligh hochuka hai so ab achay kaam krega to sawaab milega aur prohibited kaam krega to gunah milega iske liye aage peeche kisi ko dekhne ki zarurat nahi blkay Quran aur Sunnah ko dekhna hai. Ye bahana Akhirat me nahi chalega k chunkay falaan aalim aisa waisa tha to hum Islam ki patrhi se utar gaye. Ignorance of law is no excuse. Seedhay raastay pe chalne ki taufeeq bhi ALLAH SWT se maangi jaati hai kisi aalim se nahi. Aalim se koi masla puchne jaata hai to wo bhi Quran aur Sunnah se hi maslay ka hal bataata hai apni taraf se nahi bolta k mai jo kr raha hun wo kro. Jahan tk Akhlaq ki baat hai to abhi tk hukumat in sahab pe maali aur akhlaaqi corruption dono saabit krne me naakaam rahe hain jb k PM sahab k "Akhalaq-e-Hasanah" poori dunya k saamne din ki roshni ki tarah ayaan hain.
طنز عوام پر نہیں ان پر کیا ہے جو ان کے دور حکومت میں مہنگائی کم کرنے کے ذمہ دار تھےtanz ki zaroorat nahi lekin halaat ab buhat zyada kharab hain aur aage ka kisi ko koch nahi pata mehngai kab tak barhe gi aur phr girna shuru ho gi. ye hai na laik PTI ki governance jaise doosron ki thi
© Copyrights 2008 - 2026 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|