Sharem Mager tumhain nahein aatti Foreign agents ko aur in kay AGENDAY ko hum Pakistani achee tara jantay hain. Na tau Pakistan ko hum syria, Iraq ya Afghanistan bananay diain gay - aur Pakistan bachanay kay lian her sazish ko nakam kerain gay InshaAllah. Tumhay tau khud pata nahein tum kes kay hathoin main khail rahay ho. Kia Iraq, Egypt(Miser)aur Libya main yehee liberation (Azadi) ka Nara/khail nahain khaila gia. Pher kia hua???. Allah Pakistan ke hefazat keray. We should behave like patriotic National and give this government 3 years and 10 more months. If they failed to deliver then we should send them home for ever and elect new leader. Don't give them chance to become siasi shaheed (political Martyrs) or this story will repeat over and over again. Keep pressure on government to resolve electricity problem and transfer power to Union Council levels.
این اے 118، پی پی 161، پی پی 147، این اے 256 سے جو کچرا نکلا ہے وہ کیا ثبوت نہیں؟ پنجاب میں نصیبو لیگ کے ایم پی اے ہی دھاندلی کی وجہ سے نااہل ہورہے ہیں۔
sharem mager tumhain nahein aatti foreign agents ko aur in kay agenday ko hum pakistani achee tara jantay hain. Na tau pakistan ko hum syria, iraq ya afghanistan bananay diain gay - aur pakistan bachanay kay lian her sazish ko nakam kerain gay inshaallah. Tumhay tau khud pata nahein tum kes kay hathoin main khail rahay ho. Kia iraq, egypt(miser)aur libya main yehee liberation (azadi) ka nara/khail nahain khaila gia. Pher kia hua???. Allah pakistan ke hefazat keray. We should behave like patriotic national and give this government 3 years and 10 more months. If they failed to deliver then we should send them home for ever and elect new leader. Don't give them chance to become siasi shaheed (political martyrs) or this story will repeat over and over again. Keep pressure on government to resolve electricity problem and transfer power to union council levels.
سبحان اللہ چھ بار پنجاب میں اور تین بار وفاق میں حکومت نصیبو لیگ نے کی، پیپلزپارٹی نے بھی 4 بار حکومت کی اور ملک تباہ عمران خان کررہا ہے۔ ملک تباہ کرنیوالوں کی باقیات نصیبو لیگ میں ہی ہیں، کوئی گوہرایوب اور عمر ایوب کی شکل میں ہیں، کوئی نوازشریف کی شکل میں ہے اور کوئی زاہد حامد، بوسن،ماروی میمن، کشمالہ، سمیرا ملک، ریاض پیرزادہ کی شکل میں
kis ne kaha hai keh sirf 4 halqay asal problem hain ya election main dhandali ki wajah se naya election darkaar hai. yeh tu sirf akhbar ki surkhi hai. asal problem khandani jamhooriyyat hai, na-ahalon ka har kursi par qabza hai, thaikon mein commission hai, fazool qism k akhrajaat hain, police k mazalim hain, riyasat ki asmat dari hai, qanoon ki bebasi hai, kan tuttay LATTHA posh MNA,MPA ka monh zor culture hai, India aur US k isharon par nachti bureaucracy hai....jab kabhi takhta ultay ga tu seenon main dabay raaz bahir nikalnay hain, jo maal banatay hain, record nai rakhtay, jo maan bechtay hain, kisi ko khabar nai honay detay..yeh tu Allah ka waqt hi hai jo badlay ga tu sab kuchh roshani main saaf nazar aa jana hai. main kisi baat ka gawah tu naheen lekin Pakistan jab peechay ki taraf chalta chalta ab khatmay k qareeb aa gaya hai tu koi tu zimma daar hai. IK aur TUQ agar Nawaz Shareef se silsila shuru kar latay hain tu pichhlay 40 saal main maan ki kamai khanay wala har dalaal benaqab ho sakta hai. QAUM 4 HALQAY NAI KHOL RAHI, 40 SAAL KHOLNA CHAHTI HAI.