They all r on the same page i think this was a message for USA, which is on back foot by China n USSR. The international dynamics r changing, SCO is flexing its muscle, $$$ weakening in a week time means SCO has become very powerful, Pakistan has always been pragmatic in its FP, NS pitching in with IK means US backed parties have been demarcated which is good news for now
NS koi bhi siasat khel raha ho, IK is simply playing clean politics. If NS goes to meet him, he accepts him and gives him full respect. That's how a statesman does. He is a true selfless leader. And if NS was also sincere on his visit to IK, that would be even better. Allah kare aisa he ho. We want peace in Pakistan.
They all r on the same page i think this was a message for USA, which is on back foot by China n USSR. The international dynamics r changing, SCO is flexing its muscle, $$$ weakening in a week time means SCO has become very powerful, Pakistan has always been pragmatic in its FP, NS pitching in with IK means US backed parties have been demarcated which is good news for now
America ka khel Pakistan main chalta Rahe issi liye inho ne benazeer ko bhi Raste se hataya tha , phir issi pas manzar main Imran Khan ko Election main harwaya aur ab agar nawaz Fauj ke Pitta ji America ke raste ki deewar bane to yehi fauj nawaz ko bhi nahi choray gi

Great point (phir issi pas manzar main Imran Khan ko Election main harwaya).Is ka mtlab hai ke nawaz sharif ko dhandli se jitwaya gaya aur Imran Khan ko dhandli se herwaya gaya. Aur yeah sab kaaam America aur Fauj ki merzi se huwa. To kia ab nawaz sharif america aur fauj se beghawat ker reha hai.

Bhai itni nafaarat achi nai, ajj bhi politics Army chaalati hai, app konsi dunya main ho NS bhout mature ho gya hay woh Army kay sath panga nahi laita abb. Apna dil waisay hi khusk na karo

main ne kab kaha woh army se panga le raha hai
woh to theek direction main ja raha hai
ab agar us ki is theek direction ko army pasand na kare aur us se panga lele to allag baat hai
aik baat yaad rakhain Kargil wale issue main bhi Nawaz na sirf Be kasoor tha balke Patriot bhi tha
zara yaad karain na ke Vajpai Pakistan aaya tha aur Nawaz se haath milaya
jab ke musharraf White Sherwani Pehen kar India gaya tha aur apni seat se utha aur phir Vajpai ki taraf haath barhaya
Nawaz Shareef Fauj ki Choice nahi balke majboori tha kuin ke dosri taraf Imran Khan tha. I 100% agree with this statement. Because Imran Khan do the clean politics aur fauj us ko blackmail bhi nahin ker sekti kuooon ke black mail kerney ke leay koi cheeese honi chaheay. Lekin dooosri teraf nawaz sharif hai jis ko fauj black mail ker sekti hai us ke kartooot ki waja se. Aur aik aur cheese clear hai ke nawaz sharif vote se nahin aaaaya dhandhli se aaaaya hai. Aur jo banda dhandhli se aaaaya ho woh waisey se **** hota hai.
Mujhey abhi bhi nawaz sharif ki neeyat per shak hai kuoon ke Nawaz Sharif ne history mein bohat defa dhoka dia hai. Lekin nawaz Sharif (achi neeyat ke saaath) aur Imran Khan mil jaein to yeah mulk ke leay acha hai
Great point (phir issi pas manzar main Imran Khan ko Election main harwaya).Is ka mtlab hai ke nawaz sharif ko dhandli se jitwaya gaya aur Imran Khan ko dhandli se herwaya gaya. Aur yeah sab kaaam America aur Fauj ki merzi se huwa. To kia ab nawaz sharif america aur fauj se beghawat ker reha hai.
aap door tak jao aur Pakistan ki politics ko samjho
jis jis ne bhi America ki ghulami se Pakistan ko aazad kerwane ki koshish ki un sab ka Safaya kerwa diya gaya
aur yeh Safaya Americans ne Khud to nahi kia na Pakistan aa kar
to phir Yeh Safaya America ne Pakistan main kin loogon se karwaya , Bus jab Jawab mil jai to aap ko sari baat samajh aa jai gi
sirf aik Leader aisa tha jis ne 5 saal pure kiye aur woh zardari tha aur zardari bhi kabhi 5 saal pure na karta agar woh Pakistan ki Foreign policy tabdeel karne ki zara si bhi koshish karta
Pakistan ki Jahil awaam aaj tak Siasat daanon ko gaaliyan deti aai hai jab ke haqeeqat yeh hai ke yeh siasat daan be charay to sirf Mohray hain , Yeh America ke asli ghulam nahi , asli ghulaam to koi aur hain jo real Show makers hain aur real show brekers bhi
Yeh Lambi history hai mere bhai , main aap ko liaquat ali khan se le kar Nawaz Shareef tak sab ki masoomiyat Sabit kar k de sakta hoon
main ne kab kaha woh army se panga le raha hai
woh to theek direction main ja raha hai
ab agar us ki is theek direction ko army pasand na kare aur us se panga lele to allag baat hai
aik baat yaad rakhain Kargil wale issue main bhi Nawaz na sirf Be kasoor tha balke Patriot bhi tha
zara yaad karain na ke Vajpai Pakistan aaya tha aur Nawaz se haath milaya
jab ke musharraf White Sherwani Pehen kar India gaya tha aur apni seat se utha aur phir Vajpai ki taraf haath barhaya
Bhai woh baatain purani ho gayan hai, ajj ki baat karain, NS 5 saal hakoomat karayy ga, uss nay aisay banday ko apnay sath milya hai kay abb uss kay panch saal pakay, bohat bara siasat dan hai bholi surat wala