Advertisement

عمران خان هميشہ نشانے پر

عمران خان هميشہ نشانے پر


جب عمران خان ایک سال تک خاموش رہا، قانونی راستہ اپنائے رکھا تو یہی لوگ بھارتی عام آدمی پارٹی کے اقدامات کو سراہتے تھے اور عمران خان پر یہ الزامات لگاتے رہے کہ انکو اب سیٹیں مل گئیں ہیں اسلئے فرینڈلی اپوزیشن کا حصہ بن گیا کیوں کہ کرسی کا اثر ہوا ہے۔ لیکن جب عمران خان میں پشتونیت جاگ اٹھی تو وہ لوگ جنہوں نے بائیکاٹ میں عمران خان کا ساتھ چھوڑ دیا تھا وہ لوگ کہ جنہوں نے بوگس ووٹوں کے معاملے میں عمران خان کا ساتھ نہیں دیا تھا وہ لوگ کہ جنہوں نے ڈرون حملوں اورآپریشن اور مذاکرات پر عمران خان کو تنقید کا نشانہ بنایا تھا اور اب یہی لوگ عمران خان کی اس جمہوری حق یعنی انصاف کی جنگ دھاندلی کے خلاف جنگ جمہوریت کی مضبوطی کی جنگ کی مخالفت کرتے ہیں۔
وجاالحق وزھق الباطل ان لباطل کان زھوقا

اقبال ہمدرد

http://www.bubblews.com/news/5314183-عمران-خان-هميشہ-نشانے-پر
​
 
Last edited by a moderator:
Advertisement
Her woh insaan jo khamakhwa ki BS karey ga to woh hamesha nishaney par rahey ga...kisi ko bhi yeh ijazat nahi dee jaa sakti kay woh doosron ki izat uchhaalta phirey without any proof...
Has he proven A SINGLE blame in the court?
 
Kider nashany par

Election 2013 sey phely dashtgardi ja drama bania, nakam hua

Kabarnak na 27 April 2013 ko expose kia

Karachi gia, magar drama jan na ly le, himat na hui

Lahore lift sey garny ka drama

Jin par gira sham ko gar

U Turn Khan zati hospital mein month tek

Uder sey dard bari appealing

Pakistani awan ko stupid samjhty hu Pasha Party walo

Rating brahany ky lie koi new drama script kia h
 
Advertisement
معذرت کے ساتھ ۔
پشتونیت نہیں ، پاکستانیت ۔ پشتون تو اسفند یار ولی بھی ہے۔
غیرت مند ہونے کیلیئے کسی قومیت کا ہونا لازم نہیں

 
aur tumhara baap nawaz bonga aur tumhara chacha shahbaz bongiyaan marta hai aur har jaga **** karta phirta hai woh?

Agar aap janwaron wali zuban na use karen to koe jawab bhi dey....rephrase your question and I will respond
 
Imran ko ilzam na dein wo us din jab ttp. Ka leader masood mra hai neem ***** ho gaya hai aur pir zalim army ne ttp ka operation shoru kar dia imran us din se pura ***** ho gia hai usne books b phar di hain jo ttp k laye likhen thi uski bat ka bura na munain
 
kya pakistani apne haqq ke liye niklengay?

Pakistan mein baimaani aam hai aur her jagah loot maar jaari he. Pakistan mein elections mein dhaandhli hui..lekin ye pakistan hai awaam ko to aadat he beimaani aur dhaandhli ki aur siasatdaan poora zore laga dete hen dhaandhli aur beimaani mein. Imran khan aur pti nein apne haqq k liye awaaz uthaai to sab ko buhat hairat hui aur buhat ajeeb laga.. yehan to jahalat ka raaj thaa..ye kon uth gaya apna haq manne ke liye.

Pmln aur media loud speaker ban ke kehne lage ke dhandhli ke khilaaf na bolo werna jamhooriat derail ho jayegee. Yaani 2 numbri chalne do..corruption he to hone do... aur vote ki haisiat hee kya he.

Jamhooriat ki bunyaad hee vote he.. agar vote aap ne jahan dala thaa wahan nahin gaya to kahan ki jamhooriat kesi jamhooriat?

Agar vote ki ehmiyat nahi hai to democracy ko kiun itna muqaddas banaya huaa hee... wazoo ke bagher namaaz nahin hotee hazraat o khwaateen.


Agar to qome nikal aatee hee apne haq ke liye to yaqeenan apne baaqi haqooq bhee mangen gay.

Choti tind ferma rahi he mulk ko andheron mein na dhakelen..inko koi bataye ke kuch roze pehle aapne lahore mein zulmo sitam ki daastaan raqam ki uss se ziada andhera kya ho ga...aur iss ke ilawa mulk mein 24 mein se 16 ghante andhera hee hota he..
 
Advertisement
Re: kya pakistani apne haqq ke liye niklengay?

Man nae niklun ga..kyn niklun jb man khud corrupt hn,jab man khud ko indivisually bdlna nae chahta, aur elected hukmiranon ko gaalian deta rehta hn..pakistani qoam aj bht aage hoti agr 67 saal hukmiranon ko gaalian dene k bjaye apna ehtsaab kr lia hota..khud ko bdal lia hota thora..wo jo uper hen..hm main se he hen
 
Re: kya pakistani apne haqq ke liye niklengay?

Man nae niklun ga..kyn niklun jb man khud corrupt hn,jab man khud ko indivisually bdlna nae chahta, aur elected hukmiranon ko gaalian deta rehta hn..pakistani qoam aj bht aage hoti agr 67 saal hukmiranon ko gaalian dene k bjaye apna ehtsaab kr lia hota..khud ko bdal lia hota thora..wo jo uper hen..hm main se he hen

hahahahhahahahahaha behtren ho gaya you know humara masla kya hai bhaiya hume ink nooro bhutoun k mazare kami kameen ban k rehne k shoq par gaya hai per sorry tme aise zindagi mubarak hum tou inshallah niklen ge