عافیہ صدیقی کو لانے میں سعودی حکمران رکاوٹ ھیں کیونکہ القاعدھ سے جڑے کسی بھی نام کو وھ اپنا جانی دشمن تصور کرتے ھیں۔اور ایسا ھے بھی۔ اگر عافیہ کو لانا ھے تو سعودیہ کو راضی کرنا ھوگا انکے کھنے پر امریکی صدر کسی بات کا انکار نھیں کرتا۔پھر قانون بھی راستہ دے دیتا ھے۔میرا خیال ھے کہ نواز اپنے تعلقات استعمال کرےگا۔
aafia key hamdardoon koo aafia key kartootoon ka hisaa bbhi kerna chahhey us ko kiss ney kaha thaa key Alqaida key itney qareeb hoo aur un key saath mil ker kaam karey per main yeh bhi chahoon ga key usey Pakistan laana chahhey uss ko pakrwaney waley bhi yehi malwaney they kion key uss ney apney aqaid badal ley they iss per bhi ghor kerna chahhey.
aafia key hamdardoon koo aafia key kartootoon ka hisaabbhi kerna chahheyus ko kiss ney kaha thaa key Alqaida key itney qareeb hoo aur un key saath mil ker kaam karey per main yeh bhi chahoon ga key usey Pakistan laana chahhey uss ko pakrwaney waley bhi yehi malwaney they kion key uss ney apney aqaid badal ley they iss per bhi ghor kerna chahhey.
sharam to tum ko aani chahey jo baghair haqaiq key andhey hoo aap ney sirf aafia ka naam hi sunaa hai main usi ilaqey gulshan main raha hoon aur mughey maloom hai kia haqaiq hain per aap loog kabhi haqaiq ko mantey hain? jo 911 key master mind key saath rishta rakhti hoo aur phir talbaan key saath rahi hoo who kia kheraat bant rahi thii meri post ghoe sai parhen main ney yehi kaha thaa key phir bhi uss ko Pakistan main hona chahey.
sharam to tum ko aani chahey jo baghair haqaiq key andhey hoo aap ney sirf aafia ka naam hi sunaa hai main usi ilaqey gulshan main raha hoon aur mughey maloom hai kia haqaiq hain per aap loog kabhi haqaiq ko mantey hain? jo 911 key master mind key saath rishta rakhti hoo aur phir talbaan key saath rahi hoo who kia kheraat bant rahi thii meri post ghoe sai parhen main ney yehi kaha thaa key phir bhi uss ko Pakistan main hona chahey.
نثار علی خان صاحب یہ مت بولیں کہ امریکہ کے حکمران پاکستانی حکمرانوں کی طرح نہیں اور آپ بھکاری ہیں اور وہ بھکارییوں کی باتوں کو ہمیشہ نظر انداز کرتےہیں۔
main EK shia houn main toba karta houn dubara saudia ko gali nahi donga kionke main ne mehsus kia jabh bi main forum pe dekhtahoun jitne shia hazrat hain saab sabkochme saudia ko leate hain kuton sharam karo khomaini kutene konsa hame gor kilajahe jo saudine burakiya:lol:
yeh hamid mir to khud doghla hai iss ko to pata hi naheen kidhar jaana hai yeh lal masjid ka bhi rona rota hai jab key operation sai pehley aur doraan koi sahafi qareeb naheen jaasakta thaa lekin yeh shakhs operation kerney waley officers key saath betha thaa, doosra meri baath ka jawab deney ki bajaey yeh paste kerdysa hai mera sawal yeh hai key kia aap aafia ko jantey hoo? main Karachi main usi ilaqey main raha hoon aur mughey maloom hai teesra yeh kin naheen batatey key iss ney 911 key master mind key bhatejey sai jo khud bhi alqaida key ley kaam kerta thaa kion shadi kii? iss ka un logon sai kia taaluq thaa key yeh un halat main Afghanistan kion jaati thii jab hamari football ki team gai to unhoon ney un ki tend karadi key shariat ki pabandi kero per yeh wahan aati jaati rahi sari baton ko dekhoo aisey hii dil chahey to koi post ya thread naheen banatey aur agar koi jawab dey to uss ki eazati naheen kii jaati hai aap samaghdar bandey hoo iss ley aap sai baath kerraha hoon aik baath hamesha yaad rakhen key daleel sai hi her baath ka jawab dena chahey shukria.
So. We captured American citizen in Pakistan. Whats the fuss is all about? If she is not Pakistani then non of our Business. Rite? Bcoz if she even have dual citizen she cannot plea in Pakistani court for justice, as her loyalty with Pakistan is questionable. (remember the verdict of Cheap Justice in TUQ case).