Advertisement

طاہرالقادری اور پاکستانی عوام

1.gif

2.gif
 
Advertisement
Tahir ul Qadri ka supporter to Imran khan bhi hai :(
 
Yeh qadri election se pehle bhi jo dramay kar raha tha kisi na kissi ke isharay par kar raha tha

aur ab aik baar phir is chaabi wale khilonay ki chaabi kisi ne bhari hai

by the way election se pehle qadri , zaid hamid aue Musharraf ki APML same page par thay

yaad karain ke jab Qadri islamabad main container main baitha tha ko Ahmad Raza Kasoori (APML) ussi dharnay main maujood tha , teenon ki Dilli khuwahish thi ke Election na hoon

meri siasi baseerat to yeh kehti hai ke army ka Plan A tha ke election na ho lekin agar election kisi qeemat par na ruk sake to phir Plan B yeh tha ke Nawaz shareef ko laaya jai

Haroon ur Rasheed sahab theek hi kehte hain ke Imran Khan banda shanash nahi aur ussay aksar loogon ki pehchan nahi hoti

Pata nahi IK ne is baaandri main kia dekh lia hai :angry_smile:
 
Last edited:
Advertisement
TUQ itna bura naheen hai jitna aap jese nam nihad danishwar on ne kar dia. Is ki aik aik bat drust sabat huwi aur isi waja se Khan sb admire karte hain. Agar 2018 main main bhi isi tarah ka election huwa to PTI Ko 20 seats bhi naheen milen gi. System thek Hona chahe chahe halako khan ki help bhi Leni pare ye to phir TUQ hai.
 
TUQ ka maqsad kia hay?

kia woh Pakistan Ka khair khawah hay?

agar pakistan kaa khairkhwah hay tu kabhi sailab aur zalzalay kay moqay par kahaan tha?

Agar khairkhawah hay tu Pakistan main kaam kiun nahin karta?

yaa aisay moqon par iski PAT ya minhaj kahin nazar kiun nahin aati?

sirf december mainkhaas muwaqon par kiun namoodaar hota hay?

Kia democracy kaa dard hay? agar haan tu phir campaign kion nahin chalaata?

election main hisa kion nahin laita?

jo log iskay kehnay par nikaltay hain woh political workers nahin hain aur iskay mureed hain aur vote bhi aoni marzi sey detay hongay. tees chalees hazar mureedon ko akatha karna koi mushkil nahi agr financial support ho aur contract bara ho.(bigsmile)
 
Yar Kia bat karte ho. Selab aur zalzle main Minhaj ul Quran boht kam karti hain. Aap bat kar rahe hain Rana Sana ke suni huwi. Suni sunai bat par munafiq eman late hain. Main koi TUQ ka tarjuman naheen hon leken HAQ bat kehni chahi. Ab patwarion Ko ye fikar khae ja rahi hai ke agar ye donon mil gae to Ganjoon ka dharan takhta ho jai ga. Aap ne apni mazdoori puri kar li ab kal tak Beth Jain Aaram se. Kal Raiwind ja kar Safdar ki malish karna
 
Main tumhare level par nahin utarna chahta laikin aik jhute aur munafiq kaa follower kaisa hosakta hay woh saaf zahir hay.

baqi main safdar kay pas jaon yah rana sanaullah kay paas jaon mujhe tumse poochanay ki zaroorat nahin.

baqi woh muwaqay batao jab aapkay sheikh uk islam nay yeh karnamay injaam diay thay.

agar meri post bughaz se upar uth kay dekho main nay valid question uthay hain.
 
Advertisement
قادری صاحب اپنے آپ کو پوپ جان پال سمجھتے ہیں ...ویسا ہی ٹوپا اور ویسا ہی بلٹ پروف کنٹینر

اپنے پاکستانی مریدوں کو کبھی کبھی زیارت کرواتے ہیں ، خود ویٹیکن ( کینیڈا ) میں رہتے ہیں
 
Qadri pit chuka hai ,apni haar nah mane woh alag bat hai warna woh janta hai sirf chand hazar iske mureed uske sath hein warna aur koi bhi usko ghas nahein dalta .iss liye iss par thread par thread banane ka koi jawaz hi nahein banta istreh tu iski publicity ho rahi hai .

waise Imran khan iske sath taawan ki koi zaroorat nahein aur haan yeh sach hai keh next turn imran khan ki hai iss mein koi shak nahein . Imran khan tu iss bar bhi jeeta tha magar yh election dhandhli ki nazar ho geya .