ٓٓٓٓٓٓٓٓٓٓٓٓٓٓٓ ------------------------------------------------------------------------------------- یوں ضیاالحق صاحب نے اپنے پیو جی کے پیسوں سے ایک غریب جوڑے کو حج کروا دیا
------------------------------------------------------------ دوجی گل، بابا جی توانوں کسی نے دسیا نہی کہ مانگے تانگے دے پیسیاں نال حج نہیں ہوندا
------------------------------------------------------------
تے تیجی گل، جناب عمران خان صاحب نے اج ارشاد فرمایا کہ جناب دا بچپن جنگلاں دے وچ بسرا سی، تدی۔۔۔۔
ہر قسم کی کرپشن کا آغاز اس نے کیا تھا ضیاء نے سب سے پہلے مجلس شوریٰ کے ممبروں کو دو دو کروڑ دئیے ، اپنے علاقوں میں ترقیاتی کام کروانے کے لئے اس سے پہلے یہ رواج نہی تھا
ہر قسم کی کرپشن کا آغاز اس نے کیا تھا ضیاء نے سب سے پہلے مجلس شوریٰ کے ممبروں کو دو دو کروڑ دئیے ، اپنے علاقوں میں ترقیاتی کام کروانے کے لئے اس سے پہلے یہ رواج نہی تھا
Yeh bohut 2 numbri type ka musalman tha , islam ke naam par jitni munafqat is ne ki hai aur kisi ne nahi ki , main aik baat par hairan hoon ke yeh nawaz ka baap tha lekin PTI wale is ko itna support karte hain jis tarah yeh imran khan ka baap ho
ہر قسم کی کرپشن کا آغاز اس نے کیا تھا ضیاء نے سب سے پہلے مجلس شوریٰ کے ممبروں کو دو دو کروڑ دئیے ، اپنے علاقوں میں ترقیاتی کام کروانے کے لئے اس سے پہلے یہ رواج نہی تھا
what If that crash hadn't happened and Zia kept ruling this country like a leach...we would have become Sudan or Somalia..naklee mullas would have been ruling us
Noon League to hai hi aik Paleet Jamaat lekin yeh jo PTI scientist and Motar Mechanic sare mil kar Noon League ko ilzam de rahe hain , In munaafiqeen ko aik baat batana chahta hoon ke Imran Khan bhi musharraf ko bhagane main pura pura Responsible hai , yaad karain zara Dharnon se pehle yehi hakumat kis tarha Musharraf ke khilaf kharri thi , mujhe is hakumat aur in dono nawaz+shahbaz ki zalalat main koi shak o shuba nahi hai lekin aik baat aap bhi yaad rakho ke musharraf ke hamdardon main aik naam Imran khan ka bhi hai
main ne to zarb e azab ka credit kabhi bhi nawaz ko nahi diya
aur agar aap ko deep politics ko samajh hai to phir aap ko itna zaroor pata hoga ke imran khan ke dharnon se musharraf ko relief mila , imran khan sab ke khilaf bolta hai musharraf ko chor kar , is baat se to kisi ko inkar nahi ke is waqt jo musharraf bhaga hai woh army aur nawaz ki wajha se bhaga hai lekin agar koi yeh samajhta hai ke imran khan ne is main apna hissa nahi dala to phir ussay siasat ki samajh nahi , imran khan marte dam tak sirf politicians ko target karta rahe ga
Mujhay zati taur par Zia ul Haq se jo ikhtilafaat hain in mein aik tu yah hay kah Zia nay Islam ko exploit Kia aur logon Kay dilon se Iman ko nikal kar munafqat paida kar de
Aur har dictator ki tarah logon say azadi e izhar par pabandi lagai aur shurafa ki pagrian uchalin
Nojwan nasal ko drugs jasi baimari mein mubtla kar dis jo aaj bhi hamari naslain bhgat rahi hein
Logon ko Pakistani bananay ki bajaay zaton aur grohon mein bant gaya
Altaf jaisa ********* Karachi walon ko de gaya
Afghan jang mein hisa lia Maal banaya aur terrorist hamain de gaya
Aur akhar mein Nawaz jaisa **** hamaray Saron par musalat kar gaya
haan bilkul zardari ne musharraf ko guard of honour diya tha lekin aap abhi tak fauj ko pehchane nahi ho , zardari agar musharraf ke khilaf utth khara hota to us ki hakumat ke khilaf bhi fauj dharnon jaisa drama shroo kerwa deti