Advertisement

شوگر مافیا کام کیسے کرتا ہے؟ وزیراعظم مافیا کیخلاف کیا کرنے والے ہیں- جانیے

Advertisement
اگر عمران خان نے ان قومی مجرموں حرام خوروں چوروں کو انکے انجام تک پوھنچا دیا تو عمران خان کا نام تاریخ میں امر ہو جائے گا ورنہ تاریخ میں عبرت کا نشان بن جائیگا
 
یہ .... زادے اس قوم کا پیسا اپنے مردود باپ کا مال سمجھ کر کھا گئے اب ان قومی مجرمو .... زادوں لعنتی فراڈیوں اور غریب عوام کو نچوڑ کر اپنے لعنتی فراڈی خاندانو کو حرام کاری کے واسطے غریب عوام کو لوٹ کر دانے والوں کو الٹا ٹانگ کر ان لعنتی قومی مجرموں سے لوٹا ہوا مال واپس لینے کی ضرورت ہے
 
Advertisement
dunya men sare mafia ek hi tartah se kaam karte hain....badmashi, begherati, qatl o gharatgari, ghaddari, aur inke pushpanah hote hain, siasatdan, aur idaron ke sarbarah...chor ki maan ko maro, ye khud maar jainge...phansi phansi phansi
............Wahid hal ISLAMI INQELAB, iman le ao, koshish karo, dua karo, sabr karo ......firqaparasti band karo
 
pakistan main jo achi baat hoti hai woh awaam hi ki waja se hoti hai aur jo kuchh bura hota hai woh bhi awaam hi ki wajah se hota hai.

issi liye jo kuchh bura hota hai us ka khamyaaza bhi awaam hi ko bhogtana hai. awaam ki sab se badi badbakhti aqal na seekhna hai. in ko aik doosre se ilm seekhne aur aik doosre ko ilm sikhaane main bahot hi kam dilchasbi hai.

jin logoon ke paas thoda waqt hota hai woh us ko ghair zaroori baatun main zaaya karte hen. sab se pehle awaam ka dimaagh drust kerne ki zaroorat hai, in ka rawaiya drust kerne ki zaroorat hai aur in ka amal drust kerne ki zaroorat hai.

agar awaam aqal seekh len aur us ko saheeh istemaal karen to koi un ko zaleelo khawaar ker hi nahin sakta. is liye keh awaam insaano main sab se badi taaqat hen leader nahin. leader awaam banaati agra awaam aqalmand ho to. aqalmand awaam khud per kisi ko musallat hone hi nahin deti.

awaam ko her kisi ko jawaabdeh thehraana hota hai lihaaza agar awaam hi khamosh hai to koi aur is ko kia ker ke de sakta hai? awaam ki aksriyat bahot ziyaada jahil hai issi liye kabhi koi in per sawaar ho jaata hia aur kabhi koi.

lihaaza logoon ko chahiye woh aik doosre ko theek kerne ki poori poori koshish karen. leader khud bakhud theek ho jaayen ge. jab awaam theek ho jaaye gi sab theek ho jaayen ge. For a detailed explanation of things about the quran, deen of islam and pakistan see HERE, HERE, HERE, HERE and HERE.
 
Last edited: