Advertisement

شرک کے اسباب اور تاریخ

idr2.gif
 
Re: shirk k asbab aor tarikh

shirk ki sab se bahri wajha... majboori hay... jab museebat main koi b 1st help mil jaye tu insan uder hi lag jata hay
molvi ki sunta hay .. but Quran ko side pe rakh deta hay......


shirk se bachny ka tareeka....

ya tu ghurbaat aur majboorian khatam ker do..


ya Tahleemi shahooor paida kero ke insan ko samaj aay aur wo hr hall main rab ko hi pukary .....