اگر یہ صحیح ہے تو ہمارے لال ٹوپی والے کمانڈو کا کیا ہوگا؟ وہ تو بیچارہ کب سے کمانڈو جیکٹ پہن کر غزوہ ہند کے انتظار میں ہے۔ اب ان خوابوں کا کیا ہوگا ؟ کیا اب ہمارا کمانڈو پاکستانی فوج کی قیادت نہیں کرے گا؟

aisi baaten khatamen nabuwwat ke quraani nazriye ke sakht khilaaf hen. ye ******* logoon ki banayee aur phelayee hui baaten hen awaam ko gumrah kerne ke liye. allah taala ne paighamber bhaijne band ker diye hen. ab koi bhi sachi peshgoi nahin ker sakta kyunkeh aane waale haqaaiq ka ilm siwaaye khudaa ke koi nahin jaanta. lihaaza quraan ke sayaaqo sbaaq main jo baat fit nahin hoti woh quraan ke khilaaf hai issi liye deene islam ke bhi khilaaf hai. sach aur jhoot drust aur ghalat ka mayaar sirf aur sirf quraan hi hai.