Advertisement

سیالکوٹ کے رانا تابش علی ایڈووکیٹ کی سر عام غنڈہ گردی

سیالکوٹ کے رانا تابش علی ایڈووکیٹ کی سر عام غنڈہ گردی معصوم سٹوڈنٹ کی معذرت کے باوجود بے دردی سے تشدد کا نشانہ بنایا اس وڈیو کو اتنا شئر کریں کہ انتظامیہ ان غنڈوں کے خلاف قانونی کارروائی کرنے پر مجبور ہو جائیں

50590591_746946565681007_8178362925589725184_n.jpg

50140807_746946592347671_3871394284078891008_n.jpg

50122798_746946629014334_1431815734253584384_n.jpg

50568762_746946662347664_8503383579282112512_o.jpg
 
Last edited by a moderator:
Advertisement
Yeh motorcycle waley bhi sides martey hain aur car ke accidents ka bais hotey hain. Mara ghalat hai, sirf aik chammat kafi tha.
Aur car waley ka nuqsaan akasar hota hai,meri gari ke bumper se aksar takratey hain aur poocho tu sorry boltey hain baghair license ke larkey.
 
Advertisement
As expected this lawyer community stands along with police in haramzadgi ranking......what if their kicking would have hit the poor guy at sensitive place.......... frankly speaking hamari punjabi quom apni auqat sey bahir ho gayee hey........I'm also from punjab....jissey dekho wohi badtameez
 
کس نے اس کو یہ اجازت دی ہےکہ ایک انسان کو اس بیدردی سے مارے۔ اس وکیل اور اسکے ساتھی کو دوسروں سے زیادہ سزا ملنی چا ہیے۔ یہ خنزیر تو قانون کو جانتا ھے۔ یہ تو سیدھا سادھا کرمنل کیس ہے۔
 
Advertisement
bikes wale careless hote hain but ye to sarasar gundagardi hai. car ko kuch hua nae, thora bohat hua b tha aur ghussa b tha to 2-4 galian nikal leta. totally unacceptable
 
Vokla gardi apna uruj par..........para likha jahil. Pakistan need some good prestigious law schools and shutdown all gali mohallah LLB institutes recognize by Punjab,Sindh board etc etc
 
Advertisement
Yeh motorcycle waley bhi sides martey hain aur car ke accidents ka bais hotey hain. Mara ghalat hai, sirf aik chammat kafi tha.
Aur car waley ka nuqsaan akasar hota hai,meri gari ke bumper se aksar takratey hain aur poocho tu sorry boltey hain baghair license ke larkey.
bahi insurance wgera karwa ke rakha karo nahin to ghar say na nikala karo ghar main khari rakha karo sorry bolte hain to sorry chor ke petna shoro kar do itni khumari hai app gari waly ho aur wo cycle wala. afsoos hai apki soch per. pehlay to saf dikh raha hai ke motor cycle parking block is car walay nain kia aik to wo galat oper say marna yeh b galat app baith ke justify kar rahay ho.
 
Sir jee main tu apna dukh suna rha tha, I didnt see who is at mistake, but motor cycles waley bhi andhey hokey har jaga guss jatey hain.
 
Sir jee main tu apna dukh suna rha tha, I didnt see who is at mistake, but motor cycles waley bhi andhey hokey har jaga guss jatey hain.
main khud 2 dafa hubcap torwa chuka hon aik bumper bi bekar kar ke pahanka howa hai per ho jati hai yar galti insan say. Lakin yeh jo kuch ho raha hai yeh to bewi ka gussa motorcycle walay per utar raha hai. There is no tolerance in our community. thora sa scratch aia ho ga koi nahin yar clean ho jata hath uthanay say kia ho ga ulta apni uqat hi dikha rah ahai nah.
 
Saqib Nasir nay bhi upni manji thulay dang pheri hoti to wokala gardi kum hoti mager kahan...