Advertisement

سوڈان میں ایک خاتون کو ترک اسلام پر پھانسی &#1

Re: سوڈان میں ایک خاتون کو ترک اسلام پر پھانسی

Har Banda apnay a'amal ka jawab deh hai.....aap ne aik chari se sab ko hanka hai...Jo ulema ambiya ke waris kehlaye....un ke baray main aisay remarks nahi dainay chahyain..... Kal ko hisab daina ho ga Magar jab tak bohat dair ho chuki ho gi....May Allah guide us to the right path....

jo ghalat hain ghalat hain....laiken Kia yeh Sara kuch molvi hi kartay hain....itna bughz aur anaad acha nahi hai...one has to be at least rational.