سانحہ شکارپور،،،،،انتہائی المناک سانحہ ہے،،اسکی جتنی مذمت کی جائے کم ہےاس میں ملوث لوگوں کو عبرت ناک انجام سے دوچار کرنا چاہئے اسکے ساتھ ساتھ ، پاکستانی قوم اور مسلم فرقوں کے بزرگوں کو مل بیٹھ کر اس مسلئے کے بنیادی عوامل پر غور کرنا چاہئے،اور انکو دور کرنے کی سنجیدہ کوشش کرنی چاہئے سانحات میں ملوث،،مسخ ذہن روبوٹوں،،کے اصل ہینڈلروں کو بے نقاب اور انکے خلاف شدید کاروآئی وقت کا اہم تقاضہ ہے دین اسلام کو سچا دین سمجھنے اور پاکستان سے محبت کرنے والے دانشوروں کا فرض ہے کہ وہ اپنے خیالات کا اظہار اس انداز سے کریں،کہ تمام طبقات میں مل کر ظلم اور زیادتی کے خلاف آواز اٹھائیں
Rehman Malik, Altaf bhai aur kai doosaray Daaesh ka naam lay lay kar yoon dra rahay hain goya in k bomb atomic hain ya yeh koi jinnaat ka qbeelah hai. bhayya hum 15 saal se in jinon ka muqabila kar rahay hain, naam koi bhi ho, farq nai padta.

برما ،کشمیر اور فلسطین میں نڈھال جماعت اسلامی اور دوسری فرقہ ورانہ مذہبی سیاسی جماعتیں سانحہ شکار پور کے بعد ملین مارچ کیوں نہیں کرتیں ؟ کیا شکار پور سندھ کے مسلمانوں کا خون برما ، فلسطین یا کشمیر کے مسلمانوں سے کم درجے کا حامل ہے یا وہ قلبی طور پر ان کاروائیوں کو درست سمجھتے ہیں دہشت گردی کے معاون مدارس کے خلاف کاروائی کا راستہ کھوٹا کرنے والے مولانا فضل الرحمن کی معلومات کیلئے عرض ہے کہ لشکر جھنگوی کے سابق نائب امیر اور جیش اسلام کے موجودہ امیر اعظم طارق اکوڑہ خٹک میں مولوی سموسہ کے مدرسے کا طالب رہا ہے کہنے کا مطلب ہے کہ حکومت بلا تمیز فرقہ تمام دہشت گردوں کے خلاف سخت ایکشن لے کر ضیاء کے پھیلاۓ ہوے بول و براز کو مکمل طور پر صاف کرے ورنہ مسائل حل نہیں ہونگے فیسوں میں کمی کے خوف سے فوجی عدالتوں کے خلاف بھڑاس نکالتے پھرتے وکیلوں کو بھی خوف خداسے کام لینا چاہئے (clap)(clap)(clap)(clap)(clap)(clap)(clap)(clap)(clap)(clap)
Shia Pakistan chor k kahaan jayain?
Sectarian terrorism is just one aspect of the the over all problem of terrorism and pakistani security apparatus is doing everything it can to elimin them.But it will be a long process with heavy economic and life cost.We should be supportive of the process instead of fueling the sectarian problem.
lutfi bhai, agar esi baat hay tau phir aap ya aap k kisi aur bhai nay KYA step uthaya hay in k khilaf?
operation zarb e ghazb tau chalo fauj nai kar dya. yeh jo ap k siyasatdaan, ulama (k naam par takfeeri kutt@y) in dehshat gard bheriyon ko support kar rahe hain. in siyasat danon aur darindon ko kon pakray ga? police tau pakarnay say rahi, awam bhi un k saamnay qaaleen ki tarha bichtay hain jese he rana sanaullah numa jaanwar samnay atay hain.

agarcheh aap ki tarah koi bhi siasat dano ki action plan main sust rawi se khush naheen lekin itmeenan baksh baat yeh hai keh fauj ab in ko dheela honay nai day rahi aur akhbari bak bak se alag karnay k kaam ho rahay hain. Fauj ki shirakat se Police jis qadar mehnat kar rahi hai, us ka etiraaf hona chahiyay. TTP k sleeper cells ko jawabi afratafri machanay ka mauqa nai mil saka, NADRA main se Afghanon ko Pakistani bananay walay benaqab kar k yeh chor darwaza band kia hai. hakoomat ki mushkil yeh hai keh taweel arsay se jhukay jhukay is ko adat ho gai hai aur madaris k maamlay main aur qanoon sazi k amal main yeh sharminda sharminda si lagti hai. lekin fauj walay nigraani kartay hain, is liay susti k bawajood kaam karna hi hai.

jo log aasmaan ki taraf dekhtay chaltay hain, un ko thokarain tu lagti hain magar un ki soch buland parwaz ho jati hai aur woh sarbuland ho jatay hain. jo log hamesha neechay dekhtay chaltay hain, un ko thokar nai lagti lekin un ki maloomaat naaliyon tak mehdood reh jati hain. yeh apnay apnay choice ki baat hai.