Advertisement

زلفی بخاری اور انکے ساتھیوں نے اٹک میں حکومت کا کیسے مقابلہ کیا؟

Advertisement
Advertisement
khan sb aur un ke saathyun ne badi himmat dikhayee hai is main koi shak nahin hai. log kyun utni tadaad main islamabad nahin aa sake us ki kayee wajuhaat hen. bahot se log apne apne kaam kaaj main masroof the. bahot se logoon ke paas wasaail hi nahin the. phir jaga jaga apne apne gharun main logoon ko uljhaa liya gayaa tha. yahee nahin jo log roads per nikle un per bharpoor shelling ki gayee waghera waghera.
 
long march main khan sb aur un ke saathyun ne badi himmat dikhayee hai is main koi shak nahin hai. log kyun utni tadaad main islamabad nahin aa sake us ki kayee wajuhaat hen. bahot se log apne apne kaam kaaj main masroof the. bahot se logoon ke paas wasaail hi nahin the. phir jaga jaga apne apne gharun main logoon ko uljhaa liya gayaa tha. yahee nahin jo log roads per nikle un per bharpoor shelling ki gayee waghera waghera.

yahee wajah hai ab ki baar idaarun ka involve hona zaroori hai ya un ko involve kerna zaroori hai keh woh kahaan khade hen. agar idaare ******* pan dikhaayen ge to phir pur aman muzahire pur tashadad ban jaayen ge. behrhaal khan sb ko apne supporters ko pur aman rehne ki talqeen kerni chahiye taa keh pakistan se danda culture kahtam kiya jaa sake. aur agar danda culture khatam nahin kiya jaata to phir khooni inqilaab hi laana laazmi thehre ga jis main ya to mulk hi tabaho barbaad ho jaaye ga ya phir sab theek thaak ho jaaye ga.

Loading X post…
Open original post on X
 
کے پی سے بہت بڑا قافلہ اکٹھا چلا
اصل مصیبت تو پنجاب میں تھی جہاں ہر شہر بلاک تھا
سلام زلفی بخاری تُجھے
مگر وسیم اکرم پلس کہاں گیا