Inn ka false flag ka plan hoo ga like 9th May. Jahan inhain awam ka daar hota hay wahan pabandi. There is martial law in the country. No law no democracy no freedom no human rights
Pakistan mein rehney waley musalmano say behter to hum hua,ay...
Dhoom Dhaam say 15 Aug ko Aazadi ka jashn ho ga bina rok tok.
Faujiyon ki matt mari gai hai jo apnay hi awaam ko qaid kar rakkha hai.
Aur mulk ki naak katwa rahey hain poori duniya k saamnay.
Sochiay is khabar par hindustan k musalman keya sochtey hongey.