Advertisement

ذرا سوچیے کیا ہم اس فورم پر ایسا نہیں کرتے ؟

49_11.png

images

v-11.JPG
 
Advertisement
Re: ذرا سوچیے کیا ہم اس فورم پر ایسا نہیں کرتے

quran ke ghalat tarjamun aur tafseerun ne is ummat ki tabahi main bahot bada kirdaar adaa kiya hai. zaroorat is baat ki hai ham aqlo fikar se kaam len.

For better understanding of things see HERE and HERE.

baat aik doosre par hasne hasaane ki nahin ho rahee balkeh aik doosre ko is haalat main pohnchaane ki ho rahee hai apne haathun se. kia ham log aik doosre ko zer nahin karte apni apni taaqat se aur jab koi zair ho jaata hai tabhi to us per hansa jaa sakta hai. aise log qowm nahin ban sakte aur isi wajah se nahin ban sakte kyunkeh woh aapas main aik doosre ki madad nahin karte bhai bhai ban kar. jis ghar main log is tarah ke hun kia woh ghar tabaho barbaad nahin ho ga? agar koi musalmaan bhooka nanga hai to us ko bhooka nanga kiya kis ne hai? kia kabhi socha hai is baat ko? yeh sab isi liye ho rahaa hai keh ham kehte to hen ham musalmaan hen magar kaam hamaare sab kaafiroon waale hen.

is ki wajah yeh hai ham ne kabhi khudaa ki baatun ko samajhne ki koshish hi nahin ki. jis taraf ummat ke mullah ne logoon ko lagaaya lag ge aur phir baad main rote phirte hen hamaare saath yeh sab ho kia rahaa hai. to aap ki aqlen kahaan chali gayeen keh mullah ki jahaalat ko samajh sakte, hukamraan tabqe ki asal chalaakiyun ko samajh sakte, sarmaayadaarun ki asal hathkandun ko jaan sakte? jab tak khud ko jahil aur ganwaar rakho ge bunyaadi haqaaiq se kabhi raasta na paao ge.

quran ka ghoro fikar ki bunyaad per mutaalia karo phir dekho yeh kaise nahee rooh pookhta hai aap ke zehnu main. mullah ka peechha chhor do aur hukamraanu ke peechh bhagna chhor do, aur sarmadaarun ki jootyan apne saroon per khud maarna chhor do. quran ki bunyaad per qowm bano qowm phir dekho is ka faaida kia hota hai. quran ka bataaya huwa raasta aap ko har pasti se nikaal sakta hai agar us ko pehle theek tarah se samjho aur phir us per us ke ain mutaabiq amal peera ho jaao. yeh ummah das bees saalun main poori tarah apne paaon per khadi ho sakti hai. jab tak zabaani kalaami musalmaan bane raho ge tabaho barbaad hi raho ge. kyunkeh aap kehte kuchh ho aur karte kuchh ho. aap ko ilm seekhe baghair chaara hi nahin hai agar aap apni duniya aur aakhirat sanwaarna chahte hen.
 
Last edited:

پوری امت میں غلام احمد پرویز کے سوا کسی نے صحیح ترجمه کیا بهی هے؟

تم اپنے انکار حدیث کے فتنے کو اپنے پاس هی رکهو

نماز پڑهنے تک کا انکار کیا غلام احمد پرویز نے اور چلے هیں قرآن سمجهانے
 
جناب قرآن کو پہلے سادہ الفاظ کے ساتھ سمجھ لیں اور تھوڑی سمجھ بھوج آ جائے تو اس پر غور و فکر کریں،جو کتاب قیامت تک لوگوں کے لئے مشعل رہ ہے اب پتا نہیں کتنے پہلوؤں کے قریب بھی ہم نہ پونچ سکے -
 
azeem MAwan sb, yeh tarjamen hi is rah main sab se badi ruqaawat hen taa keh ham un pehlwun tak na pohnch saken jin tak pohnchne ke liye yeh kitaab ham insaanu ko di gaee hai.

agar aap ko rawalpindi se lahore jaane ka raatsa maloom karne ke liye aik naqsha diya jaaye aur woh aap ko rawalpindi se peshawer pohchaa de to aap peshawer main lahore dhoodte dhoote Allah ko pyaare ho jaahen aur lahore se kosoon door.

ajeeb baat hai keh har sarool jo khudaa ne ummat banaane ke liye bhaija woh to apni zindagi hi main kitne logoon ko Allah ki baaten samjhaa gayaa aur ham log 13 sadiyun main khud bhi us paighaam ko na samajh sake jis ko ham ko doosrun ko bhi samjhaana tha. aur kitni sadyan mazeed darkaar hun is rawish aur isi rah par chalte chalte aik bani ummat ko phir se ummat banaanen main?

is liye ham ko apne apne khayaalto nazriyaat ka jaiza lete rehne chahiye taak keh ham ko maloom to hota rahe keh ham jo kuchh soch samajh rahe hen woh drust bhi hai yaa nahin.

asal baat samajhne ki yahee hai keh islam deen hai mazhab nahin hai. jis din log is baat ko samajhne ki khud main ehliyat peda kar len ge baat samajh main aa jaaye gi keh ham ko jaana kidhar chahiye aur ham jaa kidhar rahe hen aur is ka asal zimmadar kon hai ham khud yaa woh log jo ham ko apne ghalat maqqsid ke liye gumrah karne waale.

is baat ka faisla karna ehle ilm logoon ke liye naamumkin nahin hai kon kis maamle main saheeh baat bataa rahaa hai aur kon ghalat albata dono atraaf ki poori baaten sunane ke baad jo faisla ho ga wohee drust kehlaaye ga.

Allah taala ham sab ko haq baat sunane aur samajhne ki towfeeq ataa farmaaye.