Advertisement

دھرنے والے معاشرے کا کینسر ہیں - سردار لطیف کھوسہ

Is say zara poucho jis Rab ko Rab ul Alameen keh raha hai kya us nay kafiroun pay azab ki waeed nahe sunai, Kya ALLah nay QUran mai nahe farmaya k kafiroun or Munafiqoun pay sakhti karo, kya Allah nay kafiroun k khilaf jihad ka nahe kaha or Islam ko dunya mai phelanay ka nahe kaha Quran mai? ye log bus selective chezain pakartay hain or islam ko intrepret karna shuru kardytay hain

Kya QUran mai mention nahe hai k jin logoun nay Hazrat e Mousa k door mai cow ki pooja start ki iman lanay k bad un ki toubah ALLah nay ye rakhi k jo log is gunah say pak thay wo in logoun ki gardanain ouradain, yehe in ki toubah hai... Ab agar aj koe ye chez kahayga tou usko shidadt pasand or islam dushman kaha jaeyga.
 
PPP k baray mai kya khayal hai janab ?? puray mulk ko jis nay loot liya, sindh mai ghareeboun ki tadad mai izafa kiya, 80% sindh ko peenay k saaf pani say mehroom kardiya kya ap k mutabiq ye boht bari khidmat hai pakistan ki