Kitnay lateefay is ek report mein ikathay ho gaye hain. ISIL ko US ne janam dia ? samajh mein aata hai, kyun keh Syria mein Bashar ul Asad ko giranay k liay jangjoo tayyar kiay gaye thay lekin ISIL Iraq mein apna qabza mazboot banay k liay apnay ittehadiyon ko qatal karnay par tul gai hai ? yeh tu nirali hikmat-e-amali ho gi keh koi apni mazbooti k liay apnay haath kaat dey ? Pro-Saddam lobby ko ab khatam kaisay kia ja sakta hai jab keh woh hazaron mein hain aur US qabzay k dauran bhi har koshish k bawajood khatam nai ho sakay. Un ko apnay ghar mein kaisay shikast di ja sakti hai ? Phir un ka ittehaad Sunni security council se hai jis ka asar baqi Iraq mein hai, goya ISIL apnay khilaf saray Iraq ko uksa rahi hai ?
US aisa kyon karay ga ? oil ki azadana tarseel ki khatir ? lekin oil ki musalsal tarseel ka tu Saddam k baad already pakka bandobast kia hua hai, Koi bhi Iraqi group Oil bechnay k khilaaf nai aur US dollar de kar khareed raha hai.
Albattah yeh bilkul mumkin hai keh Maliki ko rukhsat kar k nai qayadat Sunni leadership k saath samjhota kar lay takeh Iraq ki salimiyyat baqi reh sakay. Jo baat idhar udhar ki haank kar chhupanay ki koshish ki ja rahi hai woh itni si hai keh ISIL k baray CIA ne jo socha tha, woh nai ho saka. Yeh log CIA ki training, guns aur dollars lenay k baad Middle East k doosaray non-state actors k saath mil gaye hain aur US k qaboo se bahir nikal gaye hain. US ko fikr ab yeh hai keh Russia is anarchy se faeda uthatay huay apnay qadam yahan bhi jama lay ga. Europe mein pehlay hi Russia ne US ko tough time dena shuru kar rakha hai, ab agar Iraq mein Russia apnay qadam jama leta hai tu na sirf Syria ki babat American-Saudi mansooba fail ho jaey ga balkeh Russian influence Oil ki US ko mehfooz tarseel k rastay mein rukawat pada kar sakta hai.
bhai ji ... hum nai is khalifa ki bait nahi ki ...... aap jis report per behas ker rahia hain us k tama sources west sai arahai hain ...jitnai bhi log ISIS ko takfeeri or galiya dai rahai hain un mai sai ek sai kahain k wo ISIS k muzalim ko western sources k ilawa kahin sai quote kerai..
bhai ji ... hum nai is khalifa ki bait nahi ki ...... aap jis report per behas ker rahia hain us k tama sources west sai arahai hain ...jitnai bhi log ISIS ko takfeeri or galiya dai rahai hain un mai sai ek sai kahain k wo ISIS k muzalim ko western sources k ilawa kahin sai quote kerai..
یہ وہی دایش ہے جس نے عراق جنگ میں امریکی فوج کو بدترین تباہی کا مزہ چکایاپروپگنڈے کے زور پر سفید کو سیاہ نہیں قرار دیا جا سکتا
امریکیوں نے تو سینکڑوں عراقیوں کو جیلوں میں ڈال دیا تھا اور بعد میں بہت سوں کو ناکافی ثبوت کی بنا پر رہا کر دیا تو کیا وہ سب امریکی ایجنٹ ہیں کیا ابو غریب اور گونتا نامو بے میں انسانیت کش سزائیں سہنے والے امریکی ایجنٹ ہیں تمھارے لیے تو بیت اللہ محسود،نیک محمّد،حکیم الله محسود بھی سی ای اے کے ایجنٹ تھے جن کو امریکن ڈرون حملوں میں شہید کیا گیا. تمھارے جسے ذہنی غلاموں کو نوری المالکی اور کرزئی جسے لوگ ہیرو ہیں جنہوں نے امریکی استعمار کو للکارا ہے واہ بغیرتی اور جھوٹ کی انتہا ہے یہ
Yeh Malaaon Dog of hell CIA ney girftar kiya tha 2004 mien 2 he liter parey isey tu yeh qutey ki terah un k paaon mien lotney laga aur ab un ki nokri sir anjam dey raha hey
aur beycharey muslman sada lu ab is ko apna ameer maan k bhut juld Obama k peighumbar huney ka elan bhi kenry waley hein jis ka yeh khaliefa hey
نہی یار سیریس نہی ہوتے دوستوں کے معاملے میں میں خان کے جذبے کی قدر کرتا ہوں ، خان اچھا آدمی ہے
میں خود بہت جذباتی تھا کسی زمانے میں لیکن افسوس ہمارا ہر امرود کانا نکلتا ہے
آج کل مسلمانوں کے باغ پر الله نے سسری چھوڑی ہوئی ہے ، اور انگریزوں کے باغ پر کیڑے مار دوائی چھڑکی ہوئی ہے
ان کے باغ ہرے ہیں ہمارے سوکھ گئے ہیں
یہ سب قدرت کی طرف سے ہے اور ہمارے اعمال ہیں دل سب کا یہی کرتا ہے کہ ہم اوپر آئیں دنیا پر حکومت کریں لیکن اس میں کوئی شارٹ کٹ نہی ہے ، اس میں جہاد ہے ، کوشش والا ، قتل والا نہی