Lo jee khud ko ab balochistan key sath compare karo gey....jabkeh kpk ka chief minister 31 may ko aya tha balochistan ka cheif minister 9 june ko aya hai...fikar not balochistan mein bhi kpk sey pahley cabinate ban jai gee....pti walon ko abhi tak tajriba nahin hai na is leyey har koee wazaraton key chakkar mein parh gaya hai

:lol::lol::lol:Apni nakami tasleem karne ki bjaye PTI ke Jhooray Jang aur Geo ke peeche parr gaye,,bhala koi in se pooche kia yeh sahi nahin ke KPK mein abhi tak cabinet mukamal nahin ho saki aur ikhtalafaat badastoor mojood hain....Jhooray N league ke nakam hone ki duaa maang rahe hain lekin Pakistan ka her zee shaur shehri PTI ki KPK govt ki kamyabi ki duaa bhi maang raha hai..yeh farq hai Jhooron aur aam Pakistanion mein;)

Haan yeh baat 100% saheh hai pti waley bus subuh sham yeh dua mang rahey hain keh pmln nakam ho jai...barey khud gharaz hain jabkeh ham yeh soch rahey hain keh khuda karey pti kpk mein deliver kar jai kuch change ayey....yehi faraq hai donon key mind set mein...isi waja sey to pti waley har mamiley mein mar kha rahey hain
Lo jee khud ko ab balochistan key sath compare karo gey....jabkeh kpk ka chief minister 31 may ko aya tha balochistan ka cheif minister 9 june ko aya hai...fikar not balochistan mein bhi kpk sey pahley cabinate ban jai gee....pti walon ko abhi tak tajriba nahin hai na is leyey har koee wazaraton key chakkar mein parh gaya hai
:lol::lol::lol:Apni nakami tasleem karne ki bjaye PTI ke Jhooray Jang aur Geo ke peeche parr gaye,,bhala koi in se pooche kia yeh sahi nahin ke KPK mein abhi tak cabinet mukamal nahin ho saki aur ikhtalafaat badastoor mojood hain....Jhooray N league ke nakam hone ki duaa maang rahe hain lekin Pakistan ka her zee shaur shehri PTI ki KPK govt ki kamyabi ki duaa bhi maang raha hai..yeh farq hai Jhooron aur aam Pakistanion mein;)
Please grow up. KPK may 4 parties hai sab ka aek point per akatta hona toda time lagta hai unlike other provinces which only have one or two party in simple majority like "Punjab PML-N" , "Sindh PPP" , "Balochistan: two parties as well".
Its not bad at all. KPK may 4 parties hai sab ka aek point per akatta hona toda time lagta hai unlike other provinces which only have one or two party in simple majority like "Punjab PML-N" , "Sindh PPP" , "Balochistan: two parties as well".

Haan g....Dunya waloon ney compaign jo chalai thi PTI ki elections mein....ab itna haq to banta hai na.....:) bakao maal magar is dafa kahridar PTI thi as it was PMLQ in previous elections :)