Re: Nadeem Malik's Critical Comments on Election Reforms Bill
waise to pakistan pehle bhi koi deene islam per khadaa mulk nahin thaa magar kam se kam naam ka to tha. ab to yeh baat bhi khatam ker di gayee hai aur yoon pakistan ko mukammal tor per laa deen state banaa diya gayaa hai. shaayad paksitan banaane waaloon ne ghalat kiya tha keh aise logoon ko mulak banaa ker diya jo is ke ehl na the.
mere khayaal main jo tabdeeliyan layee gayee hen woh bahot hi khatarnaak hen logoon ke liye aane waale dinoon main aur aane waali naslon ke liye lihaaza in ko foran cancel karne ki zaroorat hai warna ham taasaf ke saath haath malte reh jaayen ge. awaam ko pmln ko chhorne ke siwaa ab koi chaara hi nahin hai is liye keh in logoon ne khud ko bahot hi badaa haraam khor saabit ker diya hai khud apne iqdamaat se. in logoon ke khud ko musalmaan aur pakistani kehlwaane per ab kuchh ehtbaar nahin kiya jaa sakta. yeh log deene islam aur pakistan ki dushmani khud apne amal se zahir ker rahen hen. For a detailed explanation of things about the quran and deen of islam see HERE, HERE, HERE and HERE.

Bohat Khoob . "awaam ko pmln ko chhorne ke siwaa ab koi chaara hi nahin hai" Aap kuch ziyada Jazbati tu nahi hogae ? Koe Alternative ho tu batain . Shida Tilly ko tu vote denay say behtar hai kay, insaan suicide kar lay. Aur PTI tu es jesay khabees ko PM kay leye nominated kar choki hai. Mujhay Aaj bhi wo waqia yaad hai jub es khabees ko PIA ki flight main sharb per kay aanay per latain aur dhuday paray thay.

Comeon yaaar tumhein Sheikh Rasheed ki sharab yaaad reh gaiii haaaai lekin Zaeem Qadri ki sharab aur kebab ki mehwil nahin yaaaddd.... These are their personal matters..
We are only concerned about the National issues and the issues related to us... Like corruption is directly related to us.
ممبر قومی اسمبلی؟؟ میاں صآب کا رتبہ اس سے بےانتہا بلند ہے، ممبر اسمبلی تو کمی کمین ہیں، خبردار جو میاں صآب کو ان چوڑھے چماروں کی صف میں شامل کیا تو :lol: ۔ پہلے بھی تو میاں صآب کی "خاص فرمآیش" پر 3 بار وزیرِ اعظم اور 3 بار وزیرِ اعلیٰ والی شق ختم کر دی گئی تھی، اٹھارہویں ترمیم میں۔ اب تو میاں صآب تاقیامت وزیرِاعظم رہ سکتے ہیں ان کے چاہنے والوں کا بس چلے تو ان کو شمالی کوریا کے پہلے صدر کی طرح تاقیامت ملک کا خدا مقرر کر دیں