Advertisement

جس نے رمضان کی راتوں میں قیام کیا اس کے اگلے تمام گناہ معاف ہو جائیں گے ۔

?? ?? ????? ?? ????? ??? ???? ??? ?? ?? ????? ???? ???? ???? ?? ????? ?? ?


??? ???? ?????? ??????

???? ???? ??? ???? ???? ???? ?? ?????? ?? ?? ????? ?? ????? ??? ( ????? ?? ?? ) ???? ?????? ???? ? ????? ??? ???? ?? ??? ?? ???? ? ?? ?? ????? ???? ???? ???? ?? ????? ?? ? ??? ???? ?? ???? ??? ?? ??? ??? ???? ??? ???? ???? ???? ?? ???? ?? ??? ??? ????? ?? ??? ??? ??? ( ??? ??? ????? ??? ??????? ?? ?????? ????? ??? ) ?? ?? ??? ?????? ??? ???? ??? ?? ??? ????? ??? ??? ??? ??? ???? ??? ?? ??????? ??? ????? ??? ??? ???? ?? ??? ?
.
?????????? ?????? ??????? ???? ???????? ??????????? ???????? ???? ????? ???????? ???? ???????? ???? ?????? ???????????? ???? ????? ?????????? ? ??? ???? ??? ? ????? ??????? ??????? ??? ???? ???? ???? ????? ? "? ???? ????? ????????? ????????? ????????????? ?????? ???? ??? ????????? ???? ???????? ?"??.? ????? ????? ??????? ??????????? ??????? ??????? ??? ???? ???? ???? ?????????? ????? ??????? ????? ????? ???????? ????? ?????? ??? ????????? ????? ?????? ????????? ???? ????????? ?????? ? ??? ???? ?????.?
.



19224959_1468472563211431_2867157316924788650_n.png




 
Last edited:
Advertisement
اوپر اگلے گناه لکها هے نیچے پچهلے لکها هے یه کیا هے ایک بات په ر ہو نا بابا
 
Fake. How can your sins be forgiven like this? Rape, murder, corruption, all forgiven for offering taraweh? Yeh maulvi waali soch hamain tabah kare ge.
 








Allah taala ne insaan se behtar koi shai peda hi nahin farmayee. insaan ke siwaa khudaa ne jo kuchh bhi peda kiya hai woh insaan hi ke liye hai taa keh woh un cheezun ki madad se khudaa ke maqsade paidaaish ko poora ker sake.

yahee wajah hai insaan khaata hai peeta hai taa keh woh in cheezub ki wajah se zinda reh sake. yahee ahmiyat hai insaan ke siwaa deegar sab cheezun ki. cheezun ki apni koi ahmiyat nahin hai siwaa is maqsad ko poora karne ke liye insaanu ke kaam aane ke. yahee wajah hai her shai ko isi maqsad ke tanaazur main dekhna az bas laazmi hai.

yahee wajah hai insaan ke liye ilm haasil karna mumkin hi nahin tha agar cheezen na hotin. is liye keh khudaa ne jo system banaaya hai apne maqsade takhleeq ke liye woh aur kisi tarah bhi poora nahin ho sakta tha. isi tanaazur main deene islam ko samajhna drust hai baaqi sab ghalat hai.

islam mazhab har giz nahin hai is liye keh insaan ko khudaa ne pooja paat ke liye peda hi nahin kiya. insaan ko khudaa ne bahot hi oonche oonche kaam karne ke liye peda kiya hai. isi liye insaan ko aisi salahiyatun ka munba banaaya hai jo ham ko khaal khaal logoon main nazar aati hen jin ki wajah se ham ko yeh duniya taraqi karti hui nazar aati hai.

mullaan ne quran ke ilfaaz ko ghalat maani de kar ummat ko pujaari banaa diya hai. ab har shakhs jo khud ko musalmaan kehlwaata hai pooja paat ke siwaa kisi baat ko islam samajhta hi nahin hai. lihaaza logoon ko quran padhna chahiye aur sochna chahiye keh kia quran ke ilfaaz ke woh maani lena drust hai jo mullah ham ko bataate hen? aakhir woh sab kuchh karne se insaaniyat ko faaida kiya hota hai is duniya main. insaanu ke aise kaamun main khudaa ki kon si badayee nazar ati hai jis per insaan ko khudaa ka behtraeen shahkaar samjhaa jaaye? insaan jab tak woh kuchh nahin kare ga jo khudaa ki badayee ko zahir kare khudaa ki badayee kyunker saamne aaye gi?

khudaa ki badayee tabhi saamne aaye gi jab insaan aise kaam karen ge jin ke karne se khudaa ki badayee saamne aati hai aur insaan khud bakhud usse impress hota hota ho.

pooja paat kerne waalun ne aaj tak koi aisa kaam nahin kiya pooja paat ke zariye jis per insaaniyat ko fakhar ho sake keh wah khudaa ne kia shahkaar peda kiya hai insaan ki shakal main. khudaa ne insaan ko apni karkardagi dekhaane ke liye peda kiya hai isi liye insaan ka kaam hai keh woh woh ilm seekhe jisse us ko khudaa ki karkardagi dekhne aur samajhne ka shaaoor aaye. ussi waqt insan ke zehn main khudaa ki asal qadro manzalat peda hogi.

yeh tasawur deene islam ke bilkul hi baraks hai keh khudaa insaanu ki ghaltiyan maaf ker deta hai. yeh duniya khudaa ne illato malool ke qanoon ke tehet banayee aur chalayee hai. is main jo kuchh bhi cause ho gi us ka koi na koi effect zaroor hota hai is duniya main. yeh kehna keh kissi kaamka koi nateeja hi nahin hota yaa agar ghalat ho to badal diya jaata agar koi maafi maang le khudaa se bilkul hi ghalat baat hai. kia agar koi ghalati se aag main gir ker jal jaye to us ko maafi mil jaati hai? kia koi paani main apni ghalati se doob ker mer jaaye to us ki maut waaqia nahi hoti? to phir maafi kis baat ki hui keh aadami to mer gayaa?

For a detailed explanation of things about the quran and deen of islam see HERE, HERE, HERE and HERE.
 
Last edited: