Advertisement

جب جسٹس بابر ستار جیو نیوز پر تجزیہ کار تھے

Advertisement
agar pehla commander inchief gora na hota.. agar doosra army chief gora na hota..
to na wo Jinnah ke order manenay se inkar kerta or aaj kashmir or bohat kuch Pakistan ka hota.... na jinah ka qatal hota
agar goray commander ne phoji ghaddar gernerals ko train na kia hota to Pakistan amrika ki jholi main na baitha hota...
liaqat ali khan ko military coup ka samna na kerna perta na qatl hona perta..
50s main roz roz Pm change na hotay
justice munir ka nazria e zaroorat na hota
ayubi martial law na hota na bhutto jaisa tohfa milta
yahya ka martial law na hota na pakistan tooteta
zia na hota na bhutto qatal hota na amriki jang hoti na pakistan main shidat pasandi aati
na pmln na mqm hoti
na IJI banti na judge sar-e-aam khareeday jatay
na musharaf hota na dobara amriki jang hoti na dehshat gardi
na kiani hota na zardari
na bajwa hota na election rigging hoti na regime change hoti na judge din diharay maan chudwatay

sirf aik Ghaddar HQ jis ne mulk ko khokhla ker ke rakh dia.. amrika ki jee hazoori main
in ghaddar gernailon ne hum per pmln, ppp, mqm, fuzlay jaisay siasatdan or ye judge musalat kiay

azadi chahiay to Ghaddar Head Quearter main bharti kiay giay pagal kutton ka safaya zaroori