Advertisement

تحریک انصاف کا نہایت اہم فیصلہ

It is not in PMLN hands. If PTI does not want to come back in just like that, PMLN will have no choice but to accept their resignations. Please do not pass the buck! It stays with PTI.
Request PMLN to accept your proposal. They can die but will not go for this as before this they have to accept resignation which is itself disastrous for Govt.
 
Last edited:
achhi baat hai agar pti ko ehtmaad main liya gayaa hai magar asal baat to yeh hai agar yeh ehtmaad torda gyaaa to pti ko kia karna chahiye?

pti ki maangen drust thin aur hen. agar ehtmaad torda jaaye to phir aglaa qadam bahot hi sakht noiyat ka hona chahiye aur yeh dono hakoomati aur foj ke sarbarahun ke khuilaaf hona chahiye awaam ki taraf se. is liye keh agar waade tordne ke liye hi kiye jaate hen to phir is nizaam ko hi uthaa kar bahir phainkna ho ga hukamraanu aur jarnailun samait warna pakistan ki saalmiyat sakht khatre main padi rahe gi aur awaam tabaho barbaad ho jaayen ge.
 
Last edited:
Re: پاکستان تحریک انصاف نے پارلیمنٹ میں آنے ک

Takht Lahore ka apas mein muk muka. Tareekh ki sab say bari dhandli ko kitni safai say goal kar gaey dono Nawaj league aur PTI walay. Inka maqsad bas PPP ko dhandli say harvana tha.

Magar log ab jaag gaey hain aur yeh saazish benaqaab hogai hai.
Wrong..it belongs to PMLN..ispe no muk muka (bigsmile)
 
Re: پاکستان تحریک انصاف نے پارلیمنٹ میں آنے ک

Yar jey tasveer manhoos hoe tey gal tey changi kar lei di way.