- Joined
- Apr 9, 2013
- Posts
- 7,661
- Reaction score
- 11,670
- Points
- 113
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
یہی سب کچھ یہ 'تجربہ کار' ٹیم پہلے بھی کرتی تھی لیکن چونکہ اُسوقت نہ پرائیویٹ الیکٹرانک میڈیا تھا اور نہ سوشل میڈیا تھا اسلیے یہ باتیں چپ جاتی تھیں۔۔۔۔۔۔۔ اور عوام یہ سمجھتے تھے کہ ملک بڑی ترقی کر رہا ہے حالانکہ یہ پہلے بھی ایک نمبر کے نالائق اور دھوکے باز تھے اور اب بھی ہیں۔
Arey bhai aap ka to genuine kaam tha woh to aap ka janney wala tha usney aap key sath drama khela hai paisey batorney key leyey...hamein kabhi kabhi kuch fake documents banwaney parhtey hain...uskey mein 20 sey 25000 deta hon...agar yeh dhanda band ho gaya to hamara kaam kaisey chaley ga...arey yeh individual satah par corruption ko choro yeh batao barey level par ab kitni corruption ho rahi hia...yeh chotey level key corruption key khilaf baat karkey hamari rozi par to laat na maro plzGujjar bhai app ne kasam khayee hui hai k noon league ki her ghalat cheese ko defend kerna hai.Main app ko aik recent appni misaal deta hoon main states main hoon mujay pakistan appni mrs k birth certificate chaya tha CDA say deputy directer meray dost k beta tha jis ne concerned banday ko bula k kaha k ye documents hain record check ker brith certificate bana ker lay ayain mein ne passport id card metric say lay ker Msc tak certificate day dia hospital k birth certicate day dia sab kutch genuine tha laykin uss larkay nay aisay aisay aarangay k mathyee k paisay tu aap ko sab jee dayne perrain gay uss ne 10,000 ruyay lay ker berrri mushkil say certificate dia.jahaan gujjer ji aap k mutabiq corru[SIZE=5][SIZE=5]ption kam ho gayee hai [/SIZE][/SIZE]
However you ridicule them, economic indicators are improving. Stock Market is bullish, inflation is down, forex reserves are up, corruption is down---isn't that what the experience was supposed to deliver. Too bad you are not getting the bad news you are so eager to celebrate and shout about.
bhai u seem to live in a fairyland :D konsi inflation down h, petrol sasta hogya PTI k pressure ki waja sy, lekin ks chez ki qimat down hoi h, gadion k karaye to kam na howy in sy. Extreme level k bakwas administration h PMLN ki.
Gujjar bhai app ne kasam khayee hui hai k noon league ki her ghalat cheese ko defend kerna hai.Main app ko aik recent appni misaal deta hoon main states main hoon mujay pakistan appni mrs k birth certificate chaya tha CDA say deputy directer meray dost k beta tha jis ne concerned banday ko bula k kaha k ye documents hain record check ker brith certificate bana ker lay ayain mein ne passport id card metric say lay ker Msc tak certificate day dia hospital k birth certicate day dia sab kutch genuine tha laykin uss larkay nay aisay aisay aarangay k mathyee k paisay tu aap ko sab jee dayne perrain gay uss ne 10,000 ruyay lay ker berrri mushkil say certificate dia.jahaan gujjer ji aap k mutabiq corru[SIZE=5][SIZE=5]ption kam ho gayee hai [/SIZE][/SIZE]
Arey bhai aap ka to genuine kaam tha woh to aap ka janney wala tha usney aap key sath drama khela hai paisey batorney key leyey...hamein kabhi kabhi kuch fake documents banwaney parhtey hain...uskey mein 20 sey 25000 deta hon...agar yeh dhanda band ho gaya to hamara kaam kaisey chaley ga...arey yeh individual satah par corruption ko choro yeh batao barey level par ab kitni corruption ho rahi hia...yeh chotey level key corruption key khilaf baat karkey hamari rozi par to laat na maro plz
© Copyrights 2008 - 2026 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|