Pakistani apnay mulak mai iss sai zaida hi mahnat kartay hai....uur ager paksitan k halaat hi aisaay hoo k aap ki mahnat ka phaal na milay tu kaya suicide ker lai...khuch hosh karo facts pahlay chek ker loo...system inta bura hai k koi establish hi nahi hoo sakta unless k aap bhi corrupt ho jaoo

Pardhey likhey pakistani NY Chicago mein taxi chalatey hein, kia woh aisa kaam Pakistan mein kartey hein? for ex Karachi mein transport ka kam bohat sey aisey logon ney smbhala hua jin ka driving or Taleem sey door door ka taluq bhi nahi, aap iss ko kia kehtay hein,
Pakistani log bahir key mumalik main toilet tak saf kartey hein, aur apni mulk mein jo log yeh kaam kartey hein unhey bhangi, chamar, choorey waghera key alqabat detay hein (kia apney mulk mein yeh kaam nahi karsektay)