جوڑے چاہتے ہیں کہ ہمارےعلاوہ اب کوئی اور نہ ہو ہم دونوں کی زندگی میں ۔ ہمارے ماں اور باپ ہماری زمہ داری ہیں ، سب بچے اپنے ماں باپ کی خدمت خود کریں نہ کے ان کی بیویاں اور شوہر ! ماں باپ کا آرام اور سکون ، اپنے وسائل کے مطابق بہترین رہائیش کا انتظام بچے مل کر کریں ( بیٹے اور بیٹی دونوں کو اپنا اپنا فرض ادا کرنا چاہیئے ، صرف ایک بیٹے پر ہی زمہ داری نہیں ڈالنی چاہیئے ) ۔ بہن بھائیوں میں عزت ، انصاف اور اپنےاپنے فرائض کا احساس ہونا بہت ضروری ہے۔ اس سکون کو حاصل کرنے کیلئےدامادوں اور بہووں کو اپنے والدین کے گھروں سے دور رکھنا چاہیئے ۔ اگر ان میں انسانیت ہو تو بھی بہت کم ملایا جائے ۔ اسی میں ہمارے خاندانوں کا سکون ہے نہیں تو کسی کا بھی حسد دوسرے کا جینا حرام کر دیتا ہے ۔ اس طرح سے بہنوں اور بھائیوں کی محبت ہمیشہ بنی رہے گی
I cannot fully agree with you..... what is the meaning of family agar Bahu aur dammad ko door rakhna hai.
Hamare haan bahu k lie mostly is family system ko abuse kay toor p use kia jata hai is lie ye issue mainly ata hai. otherwise husband wife make a family aur us family ko apne parents ka khial rakhna hai aur care karni hai. agar husband apne parent ka khial rakhe ga akela to biwi aur bacho ko proper time ni de sake ga but agar uski wife uski help kare g is kaam me to zada achay se kar saky ga.

kahain susral abusive hota hi tu kahin baho , damadon ko bhee akser jalousie hoti hi hai ! ye sab aik dosry sey khosh nahi hoty , iss liye in rishton k sakoon k liye maheno bad hi milna chahiye ! na aik dosry sey milain gy na hasad ho ga , na aik dosry k mamlat main madakhlat ho gi , na peyary rishty dokh main jain gy ! sub ki zindagi sakoon main rahy gi !
behan bhai k rishton ka ikhta rehny ki bhee yeh shart pori honi zarori hi k aapas main insaf , khayal or azzat ho , or is main barhy choty ki azzat , khayal or insaf aik jasa ho !
raha waldain ka khayal is ki bhee bohat see soratain ho sakti han . qareeb ghar ly ker time dono gharon main dain !
her behan bhai time taqseem kerlain khidmat ka , is terhan serf aik per hi bojh nahi rehy ga !
koi bacha door hi tu mulazim ka bandobast ker dey .
walidain ager sahib e hasiyet han tu helper khod arrange ker sakty hain lakin olad time zaroor dey jo walidan ka haq hi !