Advertisement
You are using an out of date browser. It may not display this or other websites correctly.
You should upgrade or use an alternative browser.

بھارت کا بنگلہ دیش پر حملے کا منصوبہ
- Thread starter qwerty101
- Start date
Advertisement
- Joined
- Jun 15, 2014
- Posts
- 3,397
- Reaction score
- 5,395
- Points
- 113
Advertisement
- Joined
- Dec 1, 2010
- Posts
- 10,198
- Reaction score
- 2,220
- Points
- 173
kisi bhi musalmaan mulk ko agar koi khatra hai to woh bahir se nahin andar se hai. is ki bunyaadi wajah musalmaanu ka khud ko deeno duniya se bekhabar aur jaahil rakhna hai. ham ne kitne kaam ke schools, colleges and universities banaaye hen apne apne mulkun main? jahil log apni mowt aap mar jaate hen apne paaon par khada na ho sakne ki wajah se.
hamaari badbakhti yeh hai ham ne deene islam ko mazhab samjhaa huwa hai aur phir mazhab ke khilaaf ham aik baat bhi sunana nahin chahte. nateejah qowm jahil rahe gi aur nakami bhi aur aise log duniyaa main jee nahin sakte kyunkeh yeh kanoone qadrat ke khilaaf baat hai. yahee wajah hai jo qowm apne wajood ko duniyaa main barqaraar rakhne ke pemaane par poori nahin utarti khudbakhud khatam ho jaati hai duniya ki dord main peechhe reh jaane ki wajah se. quran main qowmun ke uroojo zawaal ka yahee qaaida kuliya bayaan huwa hai jis par ham kabhi tawajoh dene ki zehmat gawaara nahin karte.
agar ham duniya ke haqaaiq se waqfiyat haasil kar len aur apne paas mojood aik kitaab ka paighaam samajh len to duniya to aaj bhi hamaare qadmun main hai. is liye keh hamaare paas woh formula mehfooz hai jo dilun ko fatah karne ki poori poori salahiyat rakhta hai agar ham us ko samajh kar istemaal karne ki mahaarat haasil kar len. aur agar ham ne woh kuchh na seekha jo ham ko seekhna chahiye to phir ham main aur deegar logoon main pehle kon sa farq hai jo agar koi aur aa kar ham par hakoomat karne baith gayaa to ham ko koi farq pad jaaye ga?
is liye khud jaago aur doosrun ko jagaao taa keh duniya main apna saheeh maqaam paa sako jo is ummat ka muqaddar hai. duniya ne aik to hona hi hai aur yeh kufar par kabhi aik nahin ho gi deene islam ke aa jaane ke baad na kabhi aisa pehle huwa hai, yeh quran main saaf saaf bataa diya gayaa hai. hamaara kaam apni apni zimmadariyun ka ehsaas karna hai aur un ko ache tareeqe se poora karna hai aur agar ham ne aisa nahin kiya to phir hamaare jeene ka maqsad hi kia reh jaat hai siwaaye aurun ke haathun khud ko zaleelo khawaar karwaane ke?
pakistan to aik temprary tajarba gah ke tor par banaaya gayaa tha sab duniya ko aik mazboot bunyaad par aik karne ke liye. abhi tak to ham duniya ko woh mazboot bunyaad nahin de sake shaaid isi liye pak bharat hi nahin sab duniya ke alag alag mulak apni apni hesiyat se aaj bhi alag alag mojood hen warna agar ham apne maqsad ko jaante aur us ko haasil karne ke liye aage badhte to ab tak sab duniya aik ho chuki hoti. aakhir teen chaar naslen hamaari parwaan chard chuki hen jab se pakistan banaa hai ham ne abhi tak kon si talwaaren chalayee hen? hamaara paighaam to logoon ki badmaashun ki tarah maar katayee karna nahin tha balkeh amno salaamti ka paighaam dena tha taa keh log aapas main bhai bhai ban jaayen aur aik hi thaali se khaane waale ban jaayen. afsos ham ne woh paighaam na khud samjha na doosrun ko samajhne diya.
asal sawaal yeh hai ham ko deene islam ke asal paighaam se door kis ne kiya? hamaare hukamraanu, sarmayadaarun aur mullahs ne mil kar ham ko bewaqoof banaa kar. ham aaj bhi unhi logoon ke gun gaa rahe hen jo log musalmaanu aur un ke deen ke asal dushman hen. yeh is liye keh in logoon ne ham sab ko apne jaal main pansaaya huwa hai secularism aur mazhab ke naam par. kaash ham log asal deen ko jaanane waale log ban jaayen phir dekho agle kuch hi saalun main duniya kaise badalti hai.

Last edited:
Zaidi Qasim
Prime Minister (20k+ posts)
- Joined
- Mar 22, 2009
- Posts
- 21,243
- Reaction score
- 12,004

---------
---------
---------
asal sawaal yeh hai ham ko deene islam ke asal paighaam se door kis ne kiya? hamaare hukamraanu, sarmayadaarun aur mullahs ne mil kar ham ko bewaqoof banaa kar. ham aaj bhi unhi logoon ke gun gaa rahe hen jo log musalmaanu aur un ke deen ke asal dushman hen. yeh is liye keh in logoon ne ham sab ko apne jaal main pansaaya huwa hai secularism aur mazhab ke naam par. kaash ham log asal deen ko jaanane waale log ban jaayen phir dekho agle kuch hi saalun main duniya kaise badalti hai.
محترم مغل صاحب
آپ نے بہت محنت سے اتنا کچھ لکھا ہے اور رومن اردو کو پڑھنے میں بھی ایک ہنر چاھیے، کیا ہی اچھا ہوتا اگر اردو خط میں لکھا جاتا ، بحرحال میں شاید آپ سے سالوں پہلے ڈرفٹ ووڈ ایونیو کی کسی محفل میں مل چکا ہوں ؟ ہوسکے تو تصدیق کردیں یا پھر شاید میرا وھم ہو

azeezam zaidi qasim sb, mere khayaal main aap ko ghalat fehmi hi hui hai mere baare main. rahee roman urdu main likhne ki baat to is ki wajah yeh hai keh mere liye urdu keyboard istemaal karna ab kaafi mushkil hai umar ke taqaaze ki wajah se. roman urdu majboori thi aik zamaane main jab urdu main likhne ke liye program muyassar nahin the aur ab jab muyassar aaye hen un ka seekhna mushkil ho gayaa hai is umar main. baat ko likhne ke liye jab keyboard par tawajo deta hun to baat hi zehn se nikal jaati hai. is liye maazrat ke siwaa koi chaara nahin hai.
regards and all the best.
- Joined
- Nov 4, 2014
- Posts
- 75
- Reaction score
- 11
- Points
- 0
kisi bhi musalmaan mulk ko agar koi khatra hai to woh bahir se nahin andar se hai. is ki bunyaadi wajah musalmaanu ka khud ko deeno duniya se bekhabar aur jaahil rakhna hai. ham ne kitne kaam ke schools, colleges and universities banaaye hen apne apne mulkun main? jahil log apni mowt aap mar jaate hen apne paaon par khada na ho sakne ki wajah se.
hamaari badbakhti yeh hai ham ne deene islam ko mazhab samjhaa huwa hai aur phir mazhab ke khilaaf ham aik baat bhi sunana nahin chahte. nateejah qowm jahil rahe gi aur nakami bhi aur aise log duniyaa main jee nahin sakte kyunkeh yeh kanoone qadrat ke khilaaf baat hai. yahee wajah hai jo qowm apne wajood ko duniyaa main barqaraar rakhne ke pemaane par poori nahin utarti khudbakhud khatam ho jaati hai duniya ki dord main peechhe reh jaane ki wajah se. quran main qowmun ke uroojo zawaal ka yahee qaaida kuliya bayaan huwa hai jis par ham kabhi tawajoh dene ki zehmat gawaara nahin karte.
agar ham duniya ke haqaaiq se waqfiyat haasil kar len aur apne paas mojood aik kitaab ka paighaam samajh len to duniya to aaj bhi hamaare qadmun main hai. is liye keh hamaare paas woh formula mehfooz hai jo dilun ko fatah karne ki poori poori salahiyat rakhta hai agar ham us ko samajh kar istemaal karne ki mahaarat haasil kar len. aur agar ham ne woh kuchh na seekha jo ham ko seekhna chahiye to phir ham main aur deegar logoon main pehle kon sa farq hai jo agar koi aur aa kar ham par hakoomat karne baith gayaa to ham ko koi farq pad jaaye ga?
is liye khud jaago aur doosrun ko jagaao taa keh duniya main apna saheeh maqaam paa sako jo is ummat ka muqaddar hai. duniya ne aik to hona hi hai aur yeh kufar par kabhi aik nahin ho gi deene islam ke aa jaane ke baad na kabhi aisa pehle huwa hai, yeh quran main saaf saaf bataa diya gayaa hai. hamaara kaam apni apni zimmadariyun ka ehsaas karna hai aur un ko ache tareeqe se poora karna hai aur agar ham ne aisa nahin kiya to phir hamaare jeene ka maqsad hi kia reh jaat hai siwaaye aurun ke haathun khud ko zaleelo khawaar karwaane ke?
pakistan to aik temprary tajarba gah ke tor par banaaya gayaa tha sab duniya ko aik mazboot bunyaad par aik karne ke liye. abhi tak to ham duniya ko woh mazboot bunyaad nahin de sake shaaid isi liye pak bharat hi nahin sab duniya ke alag alag mulak apni apni hesiyat se aaj bhi alag alag mojood hen warna agar ham apne maqsad ko jaante aur us ko haasil karne ke liye aage badhte to ab tak sab duniya aik ho chuki hoti. aakhir teen chaar naslen hamaari parwaan chard chuki hen jab se pakistan banaa hai ham ne abhi tak kon si talwaaren chalayee hen? hamaara paighaam to logoon ki badmaashun ki tarah maar katayee karna nahin tha balkeh amno salaamti ka paighaam dena tha taa keh log aapas main bhai bhai ban jaayen aur aik hi thaali se khaane waale ban jaayen. afsos ham ne woh paighaam na khud samjha na doosrun ko samajhne diya.
asal sawaal yeh hai ham ko deene islam ke asal paighaam se door kis ne kiya? hamaare hukamraanu, sarmayadaarun aur mullahs ne mil kar ham ko bewaqoof banaa kar. ham aaj bhi unhi logoon ke gun gaa rahe hen jo log musalmaanu aur un ke deen ke asal dushman hen. yeh is liye keh in logoon ne ham sab ko apne jaal main pansaaya huwa hai secularism aur mazhab ke naam par. kaash ham log asal deen ko jaanane waale log ban jaayen phir dekho agle kuch hi saalun main duniya kaise badalti hai.
baat to sach hai ,magar baat hai ruswaee ki .
Advertisement
- Joined
- Nov 4, 2014
- Posts
- 75
- Reaction score
- 11
- Points
- 0
by the way this clip looks to be made by professionals , pakistan social media ? it looks like campaign by some organisation ..
- Joined
- Jun 15, 2009
- Posts
- 7,994
- Reaction score
- 2,651
- Points
- 113
bangaldesh is as much a part of india as nepal and sikkim are!so i dont agree with this.bangaladeshis already are india,s slaves.and sri lanka will also fall in india,s lap soon it seems.as for pakistan.bring in musharaf like rulers and india does not even need to occupy pakistan
Featured Discussion
-
بلاول نے تحریک انصاف کی مخصوص نشستوں کی بندربانٹ کو مذاق قرار دیدیا
-
‘Their goal is to try and kill him’: Imran Khan’s sons fear he will die in prison - Sky News
-
عمران خان کا عدلیہ کو خط حقائق کےمنافی اورجھوٹ ہے، ڈاکٹر طارق فضل چوہدری
-
Advertisement
-
عمران خان سے ملاقاتیں کروانے سے گھبراتے کیوں ہیں؟شاہد خقان عباسی
-
اسٹیبلشمنٹ اور عمران خان میں مفاہمت؟ جنرل لوڈھی کا بڑا دعویٰ — ڈیل نہیں، صاف شفاف انتخابات ہی راستہ
-
قومی حکومت بنی تو ڈرائی کلین تحریک انصاف اسکا حصہ ہوگی:منیب فاروق
-
Advertisement
-
عمران خان کا کھلا خط — نون لیگ اور پیپلز پارٹی کے لیے ڈراؤنا خواب: بلڈ پریشر ایک سو بانوے تک، جان خطرے میں، فخر الرحمان کا بڑا تجزیہ
-
مجھے برین ہیمرج اور دل کے دورے کا خطرہ ہے، زندہ رہوں گا تو بے گناہی ثابت کروں گا: عمران خان کا خط
-
عمران خان کا خط باہر کیسے آیا؟ شاہین سہبائی کا بڑا تجزیہ — عاصم منیر کا خوف، نئے صوبوں کا دباؤ اور امریکہ کا کھیل