Asal may woh banda huwa sher hai. Jo iqtidar may aakar Faislay apnay malik(US,Britian, Saudi) k karta hai. Toh aese sher ka shikar(jo banda huwa ho) ballay k sath aasaani k sath ho sakta hai.
bala tu bari cheez hai agar leader gedar nahi hai like noora tu phir aik stick aur aik nazar kafi hai yai sari kagazi sheer bacho k paon talay hoon gai ...
yahi balla sher ka shikar karay ga ..kionkay yay balla kaptan kay hath mian hy wo shikar kerna b janta hy our shikar ko dhoona b janta hy ..aap jitni b mian nawaz sharif kay liay faza bna lian jang our geo waly kuch b ker lian loug iss waqt tabdeeli ak faisla ker bethy hian inshallah balla jeety ga
تمھاری بات اصلی شیروں کے لیے ٹھیک ھیں۔ لیکن عمران کا سامنا نقلی شیروں سے ھیں اور انکا مقابلہ تو ایک چھڑی سے بھی کیا جاسکتا ھے بیٹ تو بہت بڑی بات ھے۔ ھی ھی ھی۔
Shikaar to khair kis cheez se kish cheez ka ho sakta hy Nusrat mian kabhi aap farig time nikal ker milye ga 11 may ke baad to aap ko smjha dain ge.
waisy kisi hathyaar se zyda insan ka bahadur hona shart hy or Allah per bharosa ye dono cheezain IK main hain.
or waisy bhi yeah alamti baat hy per aap apna kaam jari rakhain hum janty hain aap ki majboori (yapping)
Baiqi ik hor gal, Khan ne phanti bari lani ge.... :smashfreakB::smashfreakB: corrupt logo ko - btw pmln is baat ko personal kio le lyti hy [hilar][hilar][hilar][hilar][hilar][hilar]