Advertisement

بلاولوں کی شریعت ،الله کی توبہ

images

03.gif

http://jasarat.com/index.php?page=03&date=2014-02-19​
 
Advertisement
Column nigar nay kitnay safaid jhoot bolain hain e.g Taliban nay agar (check karo iss ki conditionality) 15 hazaar logon ko maara hai to Amrica nay drone aur doosray hamlon mein 35 hazaar logon ko maara hai.

Jhoot ki bhi koi had hoti hai. O jamaatiay! Taliban nay 50 hazaar logon ko maara hai jab keh drone hamlon mein 2800 log (jin mein hard-core militants aur unn kay supporters bhi thay) maaray gaey. Jamaatiay! Kuchh khuda ka khouf karo. Tum nay yeh saara column iss ghussay mein likha hai keh Taliban ko bura kion kaha gia hai.Aik aur baat jo iss manhoos jamaatiay nay ki hai woh yeh keh ab tak Pakistan mein saari shariatain chalee hai ab Taliban nay agar Allah ki shariat ka mutalba kia hai to iss par bhi amal karna chahiay.

I have a question for ZA Chaudhry: Do you think that Taliban's shariat is Allah's shariat whereas Zia-ul-Haq's shariat was his own shariat in which Jamat-e-Islami was also a part? Kia tum logon ko kuchh bhi khuda ka khouf hai? Kia tum logon ko andaaza hai keh tum log Amrica Amrica ki rat laga kar TTP ko apnay kandhay faraaham kar rahay ho?
 
I think these are baseless comments from your side, its about 50,000 plus total....jis ko jahoot ker rahe ho woh ghalt baat nahi hai.
Un Jamaat Phobia ka koi ilaaj daryaaft nahi howa, us lie us bemari ka koi ilaaj nahi hai,
Allah ki shariat kisi jamaat ya talbaan se wabasta ya paband nahi,agar talbaan shariat ka mutalba kerte hain to aap bhi mulm main our main bhi kerta hoon....us main kia problem hai??
What did jamaat islami with zia ul haq its other question; He promised to have elections in 90 days but he dint so Jamaat dinot support him more.
Jamaat Islami supported Pak army because of jihad in Afghanistan and jamaat proud to do it because Russia got defeated in Afghanistan.