Pakka Namazi, Namaz perhay bhager nahi rah sakta. Lesson from the video:- Its better to say your prayers in train if you are not sure of stop duration.
main aur aap kon hote hain, yeh faisla krne waale ke in ki yeh nmaaz dikhaawae ki namaaz hai..
afsos keh hmaara kaam sirf tanqeed krna hi reh gya hai..
khaas tor pr, thread starter, Aap se guzarish hai keh chunke aap ke naam se pata chalta hai ke aap aik khaas mslk se taluq rakhte hain khuda keliye aap aisi baaton ko avoid kyaa karain jo srf mazaaaq uraane ke liye hon ...
Allah Subhanawatallah ney "QASAR" kis liye di hai bhaioon?
Sirf 2 raqat namaz, safar main parh ney key liye.
Ap log ghalat bhais main uljhay ho. Inhain chahiye key sirf Qasar parhain, aur har maslay sey azad ho jayen (Jamat ki zarorat nahin hoti, haan agar kahin jamat mil jaye, tu shamil ho jayen). Yeh tableeghi bhai, aksar Trains main jamat kartey hai, raah rok kar. Halakan, safar main , ap mashriq ki taraf rukh kar key beth jain, aur bethay bethay bhi namaz parh saktey hian (Qasar namaz, aksar janwar ki pusht par parhi jati thee, jaab Illaqa khatarnak ho, aur parao mumkin nahin, Simmat ka tayun nahin kia jata tha.)
Anyway, It's better to learn Islam and practice it then to follow people blindly and give people a point to make fun of Islam.
Namaz sirf jaan khatray main ho tu tori ja sakti hai.
If your ill on bed mother/father/child/wife/relative calls, or if someone is on door, whom you know is knocking, you can get up from your Musalah, without salam, go to your mother or door, do what is needed (without speaking with them) and come back and restart from where you left your salah. (Hamarey Memon bhai, tu phone par msg parh kar jawab bhi dey detay hian)
Hum koi aalim nai hai, jo is per tabsara karay. Behtar hoga k is maamlay may kisi aalim say poch liya jae. Hamari yahi kamzori hai k hamay apnay deen k baray main bohut kam ilam hai. Jis ka khamyaza hamay os baaz auqaat bugatna parhta hai aur phr hum shak may hotay hai k kiya hum ne thek kiya ya ghalat.
مجنوں ایک بار دشت سے گزر رہا تھا ، کہ انجانے میں ایک نمازی کے سامنے سے گزر گیا ، وہ نمازی ، نماز ختم کرنے کے بعد اس کے پیچھے بھاگا اور اسے جا لیا ، دبوچ کر پوچھا ، ارے احمق تجھے دکھتا نہیں ، میں نماز پڑھ رہا تھا ، جو جواب ملا وہ بڑے بڑے صوفیوں کے پاس بھی شاید نہ ہوتا ،
مجنوں کہنے لگا ، مجھے ایک انسان کی محبت میں تو نظر نہیں آیا ، ارے تو کیسی عبادت کرتا ہے اپنے محبوب کی کہ تجھے میں نظر آ گیا ؟
مجنوں ایک بار دشت سے گزر رہا تھا ، کہ انجانے میں ایک نمازی کے سامنے سے گزر گیا ، وہ نمازی ، نماز ختم کرنے کے بعد اس کے پیچھے بھاگا اور اسے جا لیا ، دبوچ کر پوچھا ، ارے احمق تجھے دکھتا نہیں ، میں نماز پڑھ رہا تھا ، جو جواب ملا وہ بڑے بڑے صوفیوں کے پاس بھی شاید نہ ہوتا ،
مجنوں کہنے لگا ، مجھے ایک انسان کی محبت میں تو نظر نہیں آیا ، ارے تو کیسی عبادت کرتا ہے اپنے محبوب کی کہ تجھے میں نظر آ گیا ؟
اصل نماز عشق والی جدے وچ نہ دوجا کوئی ھو جیب نہ ہلے بل نہ تھرکن اصل نماز ہی اوہی ھو
The True prayer is , Prayer of Lover in which there is no one else Expect the beloved, the tongue doesnt move , neither the Lips move , This is the Real Prayer.