Chalo is hakoomat ko be corruption list mei dal lo lakin becha to overseas rhay ha aur agr pakistan overseas ko sonp diya jai to is mei koi harj nhi
again vote for overseas
point ye ha k govt say betar overseas ha jin ke waja aj be mulk ke sansay chal rhee ha
mujay ye beta do k agr overseas na hotay to is waqt ap kis k gulami kr rhay hotay aur govt to waisay mulk chor k bagh jati
abi aur kye thread binani ha?
mei nay srif govt k fraud baray mei baat ke ha na k baqi logo k baray mei....
han ye zaroor khey saktay ho k ye he mulk k asal hakoomaran ha baqi govt fraud ha
Arif Karim Kundi sahib main nay is say inkar kab kiya tha k yeh Pakistan k liye helpful nahi hay aour main aisay kia keh diya tha jo ghadar e watan he bana diya ?.