Bhaiyo ap log khawh makhawh tension me ho ap ko to khush hona chahye ke ye duhaiyan deta phir raha hai ke PTI noon leeg ke vote katwaye gi, Allah na na kare ke is ka duhaiyan dena band ho jae, mai to roz Allah se dua karta hoon ke is ki duhaiyan jari rahen, mai to us din pareshan ho jata hoon jis din is ke column me ye duhayi nahee hoti hai khuda khair kare kaheen noon leeg khatre bahar to nahee nikal gai.Mai ap ko ek sach ch waqea batataq hoon ap yeqeen karen is me koi mubalgha nahee hai.Hamare mohalle me ek but sahab the un ka ek bara wafadar ***** tha, ek din but sahab beemar par gai hospital le jae gai aur I.C.U me dakhil ho gae..... us ke bad un ka ***** rozana bhonkta tha koi 4--5 din bad us ***** ne bhonkna band kar diya Logon ne kaha aur yaqeen se kaha ke but sahab I.C.U se bahar aa gae kisi ne poocha ap ne dekha hai haqi? unhon ne kaha nahee lekin ***** ne bhonkna band kar diya hai is ka matlab hai but saheb I.C.U se bahar aa gaye hain.Yaqeen karen aisa hi huwa tha. To bhai jis din ***** ne bhonkna band kar diya us din Noon I.C.U se bahar aa jaegi so dua karte raho ke ***** bhonkta rahe.