Gunahgaar ki dua jald qabool hoti hai .mein gunahgar hoon aur mujhe poora yaqeen hai meri duaein rad nahein hotien
inshallah iss bar qaum accha faisla kare gi aur Allah kareem hum per apna rehm wa karam karein ge ....... kiya hum nahein dekh rahe Allah kareem batadreejan in zalem hukamrano ko aaeshta aaeshta apne muntaqi ajam tak pauncha rahe hein .mein dekh rah hoon aur mehsoos bhi kar rah hoon inshallah khair hogi .