System koi bhi lay ayain Magar Insaf ki kursi par baitahy hoay jab corrupt hon gay tu phir koi bhi system nahi chalay ga —— Jab tak corrupts ko latkaya nahi jaye ga kuch bhi acha nahi ho ga ——- Corrupt Adaliya nay kabhi Generals ko aur kabhi politicians choron ko facilitate Kia aur aaj hum tabahi kay dhanay par kharay hein