Advertisement

اب دنیا میں وہ بہترین گروہ تم ہو

1146478_778209488904412_4028041375883636106_n.jpg
 
Advertisement
ye ayet uss waqat Rasool(saw) aur unkeh Sahaba karam keh ieye nazil hoi thi .
Pta nahi app ajkal keh kiss grough keh leye iss Ayete muqadus ko pesh ker rahy hai .
Aaj tu hur grough dhons zaberdasti,khud khsh bamoon se apne aap ko aur apni soch ko logoon per musalt kerne ki koshesh ker rahy hain .jub keh Rasool (saw) aur un keh Sahaba karam YA AHLEBEAT ne kabhi kissi ko zulm aur jaber sey Islam aur neki ki taruf ragheb nahi kia .
Aaj kal jo logg iss ka dawa kerty hain wo apni taruf zara ghor sey dekhy wo kissi keh sath khud konsi neki kerty hain iss ki taza mesal wahga border,Kal Masshi jory ko jalana ,aur hur taruf dhsht gardi hai .
HALANKH KON BEHTREEN HAI hai iss ka fesla Allah ne kerna hai insanoon ne nahi kerna aur na aaj kal keh 4 din namaz per ker bunney waly molbiyoon ne.
 
Last edited:
طوطے کی طرح کلمہ پڑھ کر یا نماز پڑھ کر اُس جماعت میں شامل نہیں ہوا جا سکتا،
اس کیلئے گالیاں اور پتھر کھا کر دعائیں دینی پڑتی ہیں پھر کہیں جا کر معاشرے میں امن و سلامتی قائم ہوتی ہے اور اس کو اسلامی معاشرہ کہتے ہیں ۔
ایسے معاشرے میں لوگ خود بخود دوڑے چلےا ٓتے ہیں دعوت دینے کی بھی ضرورت نہیں پڑتی ۔
ﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺ
 
Advertisement
اس آیہ مبارکہ میں یہ پیغام ہے کہ اس کہ بعد کوئی ہدایت آنے والی نہیں ۔ اللہ سبحانہ وتعالی نے واضع کردیا کہ ایمان کامل کہ ساتھ مسلمان میں یہ تمام خصوصیات اللہ سبحانہ و تعالی نے رکھ دی ہیں ، کہ ایمان کامل ہوگا تومسلمان لوگوں کیلئے مفید ہوتے ہیں اور فلاح و ہدایت ان کی زندگی کا مقصد ہوتا ہے ۔ سچا مسلمان ہونا شرط ہے
 
ye ayet uss waqat Rasool(saw) aur unkeh Sahaba karam keh ieye nazil hoi thi .
Pta nahi app ajkal keh kiss grough keh leye iss Ayete muqadus ko pesh ker rahy hai .
Aaj tu hur grough dhons zaberdasti,khud khsh bamoon se apne aap ko aur apni soch ko logoon per musalt kerne ki koshesh ker rahy hain .jub keh Rasool (saw) aur un keh Sahaba karam YA AHLEBEAT ne kabhi kissi ko zulm aur jaber sey Islam aur neki ki taruf ragheb nahi kia .
Aaj kal jo logg iss ka dawa kerty hain wo apni taruf zara ghor sey dekhy wo kissi keh sath khud konsi neki kerty hain iss ki taza mesal wahga border,Kal Masshi jory ko jalana ,aur hur taruf dhsht gardi hai .
HALANKH KON BEHTREEN HAI hai iss ka fesla Allah ne kerna hai insanoon ne nahi kerna aur na aaj kal keh 4 din namaz per ker bunney waly molbiyoon ne.

پتہ نہیں کیا سوچ کر آپ نے اتنا فلسفہ جاڑا. اس وقت بھی گروہ سے مراد مسلمان تھے اور آج بھی گروہ سے مراد مسلمان ہیں
 
Personal grooming is important. More important however is beautifying our soul and character, then true beauty radiates inside out.
 
پتہ نہیں کیا سوچ کر آپ نے اتنا فلسفہ جاڑا. اس وقت بھی گروہ سے مراد مسلمان تھے اور آج بھی گروہ سے مراد مسلمان ہیں [/QU
Falsafa tu nahi hai.Sedhi si baat hai.Beshuk uss waqat grough sey murad muselman theh .Mager kia jo kuch mein ne likha wo Aaj keh muselmanon ki akaasi nahi ker raha . jo ajkel keh grough hain wo essy hi dawy aur hurkaty ker rahy hain . tu iss Ayet Mubarka ko aaj kel keh muslmanoon keh grough sey compare tu na karo na .uss waqat sub sirf muselman hoty theh .koi muselman dosry muslman ko qatel nahi kerta tha .aur na muselmanon keh etne firqe thay
 
اس پوسٹ میں آپکے علاوہ کسی نےاس آیت کو کسی گروہ کے ساتھ نہیں جوڑا . آپ ہی نے یہ بحث شروع کی، یہ گروہ فلاں گروہ . اس نے تو صرف ایک آیت بمع ترجمہ کے لگا دیا ہے
 
Last edited:
hadith @
اس آیہ مبارکہ میں اللہ سبحانہ وتعالی امت سے مخاطب ہیں صرف اصحاب رسول ﷺ سے نہیں
 
اس پوسٹ میں آپکے علاوہ کسی نےاس آیت کو کسی گروہ کے ساتھ نہیں جوڑا . آپ ہی نے یہ بحث شروع کی، یہ گروہ فلاں گروہ . اس نے تو صرف ایک آیت بمع ترجمہ کے لگا دیا ہے
Hosla hosal App ko kion etna bora lugg raha hai bhai .App ko tu kuch nahi kaha na.na gali di .hur ek ko Azadi hai jo bhi post ho page per apne hisab se aur murzi se comments kary srif jo ajkal meslman ker rahy hain wohi baat ki .
Keh Allah taula ne wazyha Quran shareef mein bata deya megr sub muslman din rat tu Quran aur Namaz perty hain meger umel nahi kerty kin chakron mein per gay hain . aur 3 durjun se zeyada grough bana leye kon acha ghrough hai iss chaker mein . koi jhot tu nahi bola kia eesa nahi hai hain .
 
Advertisement
[video]https://www.facebook.com/video.php?v=367149573461977&set=vb.365597736950494 &type=2&theater[/video]
 
Hosla hosal App ko kion etna bora lugg raha hai bhai .App ko tu kuch nahi kaha na.na gali di .hur ek ko Azadi hai jo bhi post ho page per apne hisab se aur murzi se comments kary srif jo ajkal meslman ker rahy hain wohi baat ki .
Keh Allah taula ne wazyha Quran shareef mein bata deya megr sub muslman din rat tu Quran aur Namaz perty hain meger umel nahi kerty kin chakron mein per gay hain . aur 3 durjun se zeyada grough bana leye kon acha ghrough hai iss chaker mein . koi jhot tu nahi bola kia eesa nahi hai hain .
جناب عالیہ ، آپکو کچھ بھی بولنے، پڑھنے اور لکھنے کا حق ہے مگر اٹ پٹانگ باتیں تو نہ لکھیں . جس چیز پر کوئی بحث نہیں کر رہا تھا آپ نے خوا مخواہ اس پر بحث شروع کردی .
 
wesye phely tu ek baat . male keh leye Janab Aliya nahi likha jata . jinabe Aali likha jata hai. Mein ne Ott Panag baat nahi likhi hai . Haan ajkal keh jo grough hain un keh bary mein likha hai . JO hurkateen ajkal sub firqoon mein ker rhay hain tu firqey bhi grough hai hain . jo such hai sachi baat app ko utt patang lugi hai tu app ka musla hai. . kissi aur ne tu behes nahi ki . App ko hi musla howa hai .
jessy app keh bare mein mein ne khuch likh deya .dosroon ki baat ko bhi burdashet kerna seekheen .ISLAM YEH bhi SEKHATA HAI .
 
چلیں مجھے تو آپکی گروہ والی بات پر مسلہ تھا . مگر آپکو کس بات پے مسلہ تھا کہ وہ باتیں لکھنی پڑھی؟ براے مہربانی تو گوگل ان پٹ ٹولز انسٹال کرکے میری طرح اردو میں جواب دیا کریں یا انگلش میں

http://www.google.com/inputtools/windows/
 
App ko musla thah grugh wali bat per tu yemera musla nahi mein ne jo haqiqat thi grough wali baat per ajkal keh hasib sey such likhi MUNAFQAT NAHI KI .kion such likhna gunha hai.App ko hur baat sey hi musla hai .Mere khayal mein app ko romun urdu samujh mein nahi ati iss leye meri baat app keh samujh mein nahi ai thi. Ab dekh lo meri murzi mein English mein likhon ya Google IN PUT TOOLS INSTAL KER KEH URDU MEIN likhoon koi issu wali baat nahi kion keh kafi memebers romun Urdu mein likhty hain app apne app ko dosroon per mut by force thopeen . Mein ne jo likha grough per kissi ko etraz nahi howa na etraz wali baat thi sirf app ko suchi bat bori lugi tu lagy WHO CARES .
app bilawaja behus ker rahy hain aur etraz kion?.apne kam sey kam rakhyeen .sari dunya ko apni murzi se chalany ki koshesh mut kareen .Tu lehaza bilawaja etrazat bund karo .
 
i will read your post tomorrow morning to start my day with a smile, o wait i mean with a laugh :biggthumpup: