اس ویڈیو کے دیکھنے کے بعد کسی مسلمان کے پاس گھر میں نماز پڑھنے کی شرعی عذر نہیں ۔ جب یہ معذور نوجوان قرآن پاک سیکھنے اور پڑھنے کی کوشش کرسکتا ہے تو کسی مسلمان کے پاس یہ عذر نہیں کہ وہ قرآن پاک نہیں پڑھ سکتا یا نہیں سیکھ سکتا ۔
نماز دین کا ستون ہے جو قرآن پرہیں گے وہ آسمان پر عزت پائیں گے ،اس نوجوان کا حوصلہ قابل تعریف ہے آجکل مساجد ویران اور سینما گھر آباد ہیں نوجوانوں کو خود ہی خیال رکھنا چاہئے
نماز دین کا ستون ہے جو قرآن پرہیں گے وہ آسمان پر عزت پائیں گے ،اس نوجوان کا حوصلہ قابل تعریف ہے آجکل مساجد ویران اور سینما گھر آباد ہیں نوجوانوں کو خود ہی خیال رکھنا چاہئے
Masjid sirf Namaz ki jagah nahi hoti, balkay aik social integration ka center hota hai , aur wahan par jaahil molvi ka qabza hai !!
Masajid sunsaan iss liya hain kyoun kay wahan par mullah raaj kartey hain !!
When people start paying respect to Nauman Ali Khan , Tariq Jameel , Fazl-ur-Rahman .... then no one can ever dare a deny to a masjid molvi or raise their voice / opinions !
Tamam government mosques (the ones in universities, hospitals, defence places and historical monuments) are never sunsaan because awam knows that no one is doing do-numbry or making money / living through deen-e-islaam !
Start seeing things in black and white , start categorizing halal vs. haram , start condemning pseudo aalims like Tariq Jameel, Madni Green Totey, and Nauman Ali Khan ... and things will get all better from top to bottom !!
Kisi Dehshatgard or Firqa parast Imaan k peechay Namaaz parhnay say behtar hay Ghar main he parh lo ... Jis Din yeh Imaan theek ho gaye os din Masjadain dobara aabaad ho jayen gi.
اس ویڈیو کے دیکھنے کے بعد کسی مسلمان کے پاس گھر میں نماز پڑھنے کی شرعی عذر نہیں ۔ جب یہ معذور نوجوان قرآن پاک سیکھنے اور پڑھنے کی کوشش کرسکتا ہے تو کسی مسلمان کے پاس یہ عذر نہیں کہ وہ قرآن پاک نہیں پڑھ سکتا یا نہیں سیکھ سکتا ۔
Sir aap ki baat baja hay... lekin ye bhi dekhe na ajkal fitno ka dour hay or agar koi namaz ghar may bhi parh raha hay usay blamce nahi karna chahiye atelast woh namaz to parh raha hay
Sir aap ki baat baja hay... lekin ye bhi dekhe na ajkal fitno ka dour hay or agar koi namaz ghar may bhi parh raha hay usay blamce nahi karna chahiye atelast woh namaz to parh raha hay
sir g main kisi ko blame nhi karta aur na kar sakta hn....lakn Allah tallah ne mana farmaya hai...
"ek dafa ek andha HAZRAT MUHAMMAD PBUH ke pass aya aur kaha ke hazoor sul lulallahu main raat ko masjid nhi asakta raste main janwar aur andere hotha hai.. HAZRAT MUHAMMAD PBUH ne farmaya ke hazrat bilal ki aazaan sunayi dethi hia tu masjid mai he namaz adha karna hogi"