Advertisement

"Yeh Awam Ke Liye Nahi Balke Aik Shakhas Ko Bachane Ke Liye Kia Ja Raha Hai" - PTI MNA Shafqat Mahmo

Yahi kuch jab PPP ne kiya tah toh Nawaz sharif kehtay thay k "Aek shakhs ko bachanay k liye qanoon bana rahay hai".

Ab khud PPP say aek qadam aagay chalay gae hai.. Woh toh qanoon bana kar investigation say immunity dilwa rahay thay. Yeh log toh investigation k baad Certified chor k liye qanoon bana rahay hai..