Mein to samaj ta hou ke Allah ki taraf is in pe bura waqt aa gaya hai, shahid meray rub ne kissi naik Pakistani ki dua sun li hai. Yeh tinday apni taraf se jo bi hosihyaari dekhanay ki koshish kerte hai, woh ulti ho jati hai. Panama ke inkishaaf se phele, gonglu aur thipper sharif ne damage control kerne ki koshih ki aur London flats ki malkiyat qabool kerli, jis ko yeh log 20 saal se ziyada inkaari the. Is liye ke jab Panama papers aye ga, yeh to barde relax hoke bolay gay bhai hum ne to phele hi keh diya tha ke yeh hamaray hain, is mein kounsi bardi baat hai. Aab wohi interviews inkay galay pard gaye.
Fir wadday tind sharif ne speech mein chawal maar di ke bhai humaray pass ek ek rupay ka hisaab hai, unko ke khaboun mein bi yeh baat nahi aai ke yeh mamla Supreme Court tak pounch jaye ga. Fir supreme court mein bohat hoshiyari dikhai aur Qatari khat peesh kerdiya yeh sooch ke bhai judges Arbi Sheik ka naam dekh ke sajda ker dein gay, who bi ulta pard gaya.
Aur inshallah abhi jo bi nai chawal yeh log JIT mein maray gay woh bi in ke mou pe aake parde gi